Showing posts with label allama iqbal. Show all posts
Showing posts with label allama iqbal. Show all posts

Saturday, September 26, 2020

Kesi Ki Suni Gayi

Kesi ki hanstay hanstay suni gayi
Humary anso bhi na Qabol howay

Saturday, November 28, 2015

Tumhari Berukhi

Tumhari berukhi par bhi ulta di zindagi hum nay 
Agr tum meharbaan hotay to apna haal kiya hota 

Sunday, November 22, 2015

Main Tbah Hun Tere Pyar Main

Main tbah hun tere pyar main tujhy dosron ka khyal hai 
Kuch mere masly par ghor kar meri zindagi ka sowal hai 

Saturday, November 21, 2015

Main Jo Chalta Hun

Main jo chalta hun terey ishq k ingharon par 
Paon jaltay hain magr dil ko qarar ata hai 

Thursday, November 19, 2015

Allama Iqbal

Jab ishq sekhata hai adabe khud aghahi 
Khelty hain ghulamon par asrare shehnshahi 

Monday, November 16, 2015

Bardasht

Log muntazir thy k humein tota howa dekhein 
Aur hum thy k bardasht karty karty pathar ho gaye 

Friday, November 13, 2015

Na Janay kon Thay

Na janay kon thay jo ban gaye manzil teri 
Hum to raaston ki tarah tery qadmon mein he rahy

Ghalti Ki Tlash

Aik choti see ghalti par wo mujy aisy chor gia 
!,,,Jaani,,,!
Jaisy sadion say meri galti ki tlaash main tha

Ghazal

Apne dil ko tere dil se mila bethe hain 
Zindagi ki khushiyan tere naam laga bethe hain 

Teri justuju mein beet jayegi umar humari 
Apni ankhon mein teri tasveer bana bethe hain 

Zindagi sanwar gai tere milne se aye dost 
Teri chahat ko apni rooh mein sama bethe hain 

Thukra Diya

Thukra diya jinhon ne mujhy mera wqt dekh kar wada hai mera 
Aisa waqt laon gha milna paray gha mujh ko waqt lay kar 

Mohabbat Ki Umeed

Na rakhna yahan kesi se mohabbat ki umeed
Khuda ki qasam Bohat khubsurat log hain par wafadar nahin

Thursday, November 12, 2015

Bechrnay K Bad

Kehtay nahin kesi se magr jantay hain hum 
Roya zarur hoga bechrnay k bad wo

Kamzor Rishta

Nahi huwa kamzor hamara tumhara rishta 
...Sham...
Yeh to waqat ki sazish ha kabhi ham masrof to
kabhi tum