Dillaagi blog only for poetry special two line poetry . we provide standard poetry for all our visitors like allama iqbal poetry, mirza ghalib poetry,two line urdu poetry, urdu poetry books free download, urdu poetry in english, best urdu poetry collection, urdu poetry, 2 line urdu poetry, romantic shayari, funny sms jokes, sad shayari, latest urdu poetry, dard bhari shayari, free mobile sms, urdu poetry books,sms poetry,sms,poetry
Showing posts with label Eid Shayari. Show all posts
Showing posts with label Eid Shayari. Show all posts
Monday, January 11, 2016
Friday, November 20, 2015
Thursday, November 19, 2015
Pathar Ky Sanam
Pathar ky sanam tujhy hum ne mohabbat ka Khuda jana
Bari bhol hoi ary hum ny ye kiya sumjha ye kiya jana
Tuesday, August 06, 2013
Papu Ki Maa Ghar Main Kehti Hai
papu ki maa papu juti lab de
Smart papu after 5 mint opaned google.com
And typed www.maa di jutti khabay pair di .com
Google replied bande da putar ban chawla na mar
Eh google ay teri maa da vaira nahi :P
Monday, October 01, 2012
Chand Raat N Eid Mubarak
Dekhiyeh chand raat aai hai
sath khushian hazar laee hai
Tum chaley aao eik lamhey ko
Ham bhi manain ke eid aai hai
Chaand bhia ya chand lamhon ko
Jaisey tum ney jhalak dikhai hai
Ham ne qismat ajeeb paee hai
Eid ka din hai aur judai hai
Keh rahe hawa mujhey zahid
Us ne mehndi abhi lagai hai
Sunday, September 30, 2012
Eid Ka Din
Eid Ka Din
Is eid per
Wo mere saath nahi
Magar wo
Uski yadain
Us ki batain
Sab mujhe yaad hai
Us ne mujhe
Yaad kia hoga
Phir mere khialon mein
Khooye huey
Tasawar ke
Kisi lamhe mein
Dheeray se kaha hoga
~~~ Eid Mubarak ~~~
Eid
Pholon ko jis tarha bhanwre milte hyn
Aao is eid pe hum b kahin milte hyn
Apni is chahat ko
Pyar bari rafaqat ko
Sachi lagan ka rang dete hyn
Dunia k liye apni mohbat ko misal krte hyn
Rawani k liye jese darya samandar me khud ko pamal krte hyn
Phool jese gujshan se wafa nibane hr bar nikalte hyn
Aao is Eid pe hum b kahin milte hyn
Eid Mubarak Ho Aap Ko
Chand taray salam kartay hain
Hur o mulk salam kartay hain
Hajion ki dua ho tum pa
Harmain walay salam kartay hain
Yeh paigham la pata hai jab tak
Walidain salam kartai hain
What Happened To Us I Cannot Comprehend
What happened to us i connot comprehend
Morning at your loss we were stunned
Lovely smiling figure thought u as piece of art
How can u go away despite being active and smart
Today everyone mourns at your tragic departure
This event shook us up in form of big disaster
I connot buy the words that can explain you
Words of this kind are to expensive when it comes to you
Even this day your solitary figure flashes across my mind
So charming u were, the very one of your own kind
Mists in my eyes blur every image of you
Us were indeed lovable May God Bless You.
Eid Eid Karte Kiun Karte Ho
Azr kia hai
Zara ghor farmaiiye
Arz kia hai
Eid eid karta kiun karte ho
Eid bhi ajayegi
Kia
Eid eid karte kiun ho
Eid bhi aajayegi
Eamzan ke pure rozay rakho
Aqal thikane aajayegi
Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain
Tum ao to hum b eid karain
Hasrat hai tumhari deed karain
Tum ao hum b eid karain
Kuch dair to man ko chain mile
Kuch roz to man k phool khilain
Kehte hain eid ki amad hai
ab log kuch takeed karain
Tum ao to hum b eid karain
Tum se ye eik guzarish hai
Ye apne dil ki khahish hai
Eid bar milo eik bar milo
Her bar yehi takeed karain
Tum ao to hum b eid karain
Mana k hum dewane hain
Sub bato se anjane hain
Jub apne hi begane hain
Kia gero se umeed karain
Tum Aao to hum b eid karain
Is Eid Pe Hum B Kahin Milte Hyn
Pholon ko jis trha bhanwre milte hyn
Aao is eid pe hum b kahin milte hyn
Apni is chahat ko
Pyaar bari rafaqat ko
Sachi lagan ka rang dete hyn
Dunia k liye apni mohabat ko samandar me khud ko pamal krte hyn
Phool jese gulshan se wafa nibane hr bar nikalte hyn
Aao is eid pe hum b kahin milte hyn
Chandraat Ayi Hai
Dekhiyeh chand raat aai hai
Sath khushian hazar laee hai
Tum chaley aao eik lamhey ko
Hum bhi manain ke eid aaee hai
Chaand bhia ya chand lamhon ko
Jaisey tum ney jhalak dikhai hai
Ham ne qismat ajeeb paee hai
Eid ka din hai aur judai hai
Keh rahe hai hawa mujhy zahid
Us ne mehndi abhi lagai hai
Eid Mubarak Ho Apko
Eid mubarak ho aapko
Dher sari tarif aur khusiya mile aapko,
But, jab Eidi mile aapko to please
Aap yaad karna sirf humko
Mubarak Ho Eid
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet
Eisi ummid ka sath yaar tumhe mubarak ho eid
Mein Eid Nahin Manaaon Ga
Har baar ki tarah is bar bhai ansu bahaon ga,
Suno logo, mein eid nahin manaaon ga,
Sahu'on ga gham akele chupke chupke
Zakham apne na kisi ko dikhaon ga,
Suno logo, mein eid nahin manaon ga.
Lage gi mehndi hathon per, Urti phiren gi titliyaan
Mein ponch ke ankhen, chup chap se so jaaon ga
Suno logo, mein eid nahin manaon ga.
Jis haal mein hoon mein, bohat khush-haal hoon mein
Zamaney bhar se acha hon, aag kahin na lagaon ga
Suno logo, mein eid nahi manaaon ga .
Subscribe to:
Posts (Atom)