Showing posts with label nazm poetry. Show all posts
Showing posts with label nazm poetry. Show all posts

Sunday, November 22, 2015

Noreen Shah

Halt meri mujh se na maalom kijye
Mudat hoi hai mujh se mera wasta nahin 

Saturday, November 21, 2015

Rabta

Tot jata hai wasta khud se 
Tujh se jab rabta nahin hota 

Malik

Kya dekh rahi ho 
Tasali rakho tumhara hun

Friday, November 20, 2015

Naseeb

Naseeb walon ko hoti hai wafa naseeb 
Hum khud hi bad naseeb to mohabbat ka kiya qasoor

Wo Itna Bewafa Nahin

Wo etna bewafa nahin mujhy bhool jaye ga 
Aksar chup rehny waly pyar boht karte hain 

Thursday, November 19, 2015

Hum Na Sumjhy

Hum na sumjhy k teri nazro ka taqaza kiya hai 
Kabhi parda kabhi jalwa ye tamasha kiya hai 

Meri Ankhon Ko

Meri Ankhon ko kar ky band
Mujh ko chom jati hai 

Pehle Dil Main

Pehle dil main rehty thy 
Ab ghalt fehmyon main rehty hain 

Pathar Ky Sanam

Pathar ky sanam tujhy hum ne mohabbat ka Khuda jana 
Bari bhol hoi ary hum ny ye kiya sumjha ye kiya jana 

Pehle Se Behtar Dekhta Hun

Kesi ny dhol kiya ankhon main jonki 
Main ab pehle se behtar dekhta hun 

Hum Donoun Hi Darty Hain

Hum donoun hi darty hain ek dosry se baat karny se 
Mujhy mohabbat ho gai hai is liye aur usy mohabbat na ho jaye is liye 

Allama Iqbal

Jab ishq sekhata hai adabe khud aghahi 
Khelty hain ghulamon par asrare shehnshahi