Showing posts with label best ghazal. Show all posts
Showing posts with label best ghazal. Show all posts

Monday, November 30, 2015

Gi Chahta Hai

Ji chahta hai usay muft main dil de doon
Itnay masoom kharedar se kiya lena dena

Saturday, November 28, 2015

Apne honton Pay Sajana CHahta Hun

Apne hontoon pay sajana chahta hun 
Aa tujhy main gunghunana chahta hun 

Koi anso tere daman par ghira kay 
Bond ko moti bnana chahta hun 

Thak gya main yad kartay kartay tujh ko 
Ab tujhay main yad ana chahta hun 

Akhri hichki tere zano pay aye 
Mot bhi main shayarana chahta hun 

Chaa raha hai sari basti main andhera 
Roshni ko ghar jalana chahta hun 

Friday, November 27, 2015

Aya Tha Ek Shakhs

Aya tha ek shakhs mere dard ko bantnay 
Rukhsat howa to apna bhi gham day gya mujhy 

Thursday, November 26, 2015

Duniya

Sulk raha hun kayi din se apne kamray main 
Darecha jo kholoon to dunya dowan dowan ho jaye 

Monday, November 23, 2015

Mar Jaon Dua Karna

Jo tere milny se marz mila hai 
Usi marz se mar jaonga dua karna 

Mousam

Main akhir kon sa mousam tumhare naam kar deta 
Yaha hur ek mousam ko ghuzar jany ki jaldi thi 

Agar Wo Zindagi Main

Agar wo zindagi main faqt ek bar mera ho jata 
To main zamany bhar ki kitabon se lafz bewafai mta deta 

Sunday, November 22, 2015

Tum Nahin Yaad Kartay

Tum nahin yad kartay is se koi farq nahin parta 
Dil is liye jalta hai k hum tumhein bhula nahin saktay

Farishtey

Aasmanon se farishtey jo utarey jayein 
Wo bhi is dor main soch bolein to marey jayein 




Ajnabi

Puchny ki to muhlat hi na di us ne 
Wo lehja badlta gya aur hum ajnabi hote gaye 

Teri Yaad

Wabsta meri yad se kuch talkheyan bhi thi 
Acha kiya jo mujh ko faramosh kar diya 

Mohabbat

Tum bhi kar ky dekh lo mohabbat kesi se dost
Jan jao gy ky hum ne muskurana kyun chor dya 

Saturday, November 21, 2015

Muqadar

Muqadar main kuch bhi nahin aur 
Hath bharaye hain lakeron se 

Ghareeb Log

Jan dy sakty hain yehi humary bas main hai 
Ghareeb log hain nahin karty baat sitary tor lany ki 

Friday, November 20, 2015

Phir Uski Yad

Phir uski yad phir uski talab phir usi ki batein 
Ay dill tera kiya kron tu sukon leny q nai deta 

Nafrat Ka Yaqeen

Nafrat ka yaqeen dilana nahin parta 
Jab ky muhabbat ka log saboot mangty hain 

Khamosh

Khamoshi usy pasnd thi faiz
Hum ny lafzon kay ghaly kat diye

Wo Itna Bewafa Nahin

Wo etna bewafa nahin mujhy bhool jaye ga 
Aksar chup rehny waly pyar boht karte hain 

Mukhlas

Mukhlas hur kesi k sath rehta hun 
Shayad esi liye khali hath rehta hun

Tu Lakh Bula K Wekh Sanu

Tu lakh bula k wekh sanu 
Asi yari fyr v nabhawaan ghay

Tu pani p p thak ja sein 
Asi hechkiyaan ban ban awaan gay