Showing posts with label urdu shayari picture. Show all posts
Showing posts with label urdu shayari picture. Show all posts

Monday, November 30, 2015

Mohabbat Karna Chahtay Ho

Mere alwa kesi aur se mohabbat karna chahtay ho 
To saf saf kaho na mere hathon se marna chahtay ho 

Aakhri Mohabbat

Dastaan khatm honay wali hai 
Tum meri akhri mohabbat ho 

Sunday, November 29, 2015

Youn To Gham Sab Ki Zindagi Main Hai

Youn to gham sab ki zindagi main hai 
Sabt lekn kesi kesi main hai 

Us ne sun kar ghazal kaha meri 
Ketna dukh teri shayari main hai 

Shehar Ki Veraan Ghaliyaan

Chal tujhe dekha doun apne shehar ki veraan ghaliyaan 
Shayd ke kch tujhy ehsas ho meri tanhai ka 

Ab Kis Ka Etbar Karon

Ab kis ka atbar karon is dunya main 
Anso hi apni ankh ka jab apna na howa

Tum Aao Tumhari Nazar Utarein Hum

Tum aao tumhari nazar utarein hum 
Khud ko phenk dein tere sar se war kay 

Puray Chand Ki Raat

Kabhi youn bhi to ho 
Darya ka sahil ho 

Puray chand ki raat ho 
Aur tum Aao

Mujhay Apni Haar Main

Mujhay apni haar main ketna sakon tha 
Us nay ghaly lgaya jetnay kay bad

Tuesday, November 24, 2015

uth Kar To Aa Gaye Hain

Uth kar to aa gaye hain teri bazm se magr 
Kuch dil hi janta hai k kis dil se aye hain 

Allama Muhammad Iqbal

Dil pak nahin to pak ho sakta nahin insan 
Warna ablees ko bhi atay thay wazo kay fraiz bohat 

Sunday, November 22, 2015

Mirza Ghalb

Hum ko in se wafa ki hai umeed 
Jo nahin mantey wafa kiya hai 

Ajnabi

Puchny ki to muhlat hi na di us ne 
Wo lehja badlta gya aur hum ajnabi hote gaye 

Dedar

wo aur log hongy jinein tere dedar ki hasrat hai 
Main ne to tujhy be panah chaha hai bina tera dedar kiye