Showing posts with label Aarzoo Shayari. Show all posts
Showing posts with label Aarzoo Shayari. Show all posts

Sunday, June 30, 2013

Kesi Ne Mujhey Aala Zarf

Kesi Ne Mujhe Aala Zarf To Kesi Ne Mujhe Kam Zarf Jana
~Iqbal~
Magar haqeqat To Ye Hai Jis Ka Jitna Zarf Tha Us Ne Mujhe Utna Jana

Saturday, July 07, 2012

Aarzoyen Fazool Hoti Hain

Aarzoyen fazool hoti hain goya kaghaz k phool hoti hain ,,
Her kisi k naam pr nahi rukteen dharkanen ba osool hoti hain 
Patharon k khudao k agaye ltijain fazool hoti hain
Koi mere laboun ko bhi la day jo duaen qubool hoti hain 

Ankhain Taras Gain

Pegham e shok ko itna taveel na krna qasid
Bus itna kehna k aankhen taras gai hain 

AarOo

In Aarzowon pey chai hai gard-e-mayoosi...
Jinhon ney terey gham tabassum mein parwrish pai

Teri tamanna

Barbaad howay , badnaam howay , eik teri tamanna ki kahtir
Yeh Duniya to hamari ho na saki , eik tum hi hamary ho jaaty

Kabhi Toot Ke Bikhra Nahin Karte

Rakhte hain jo auron ke liye pyar ka jazba
Woh log kabhi toot ke bikhra nahin karte ...

Tamanna

Baithe hue hain samne eik doosre k hum
Woh dil liya hue hain hum tamana liye hue

Teri Zarurat

Bohat kuch tujh se barh kar bhi muyassar tha muyassar hai 
Na jaane phir bhi kiun teri zaroorat kam nahi hoti.........

Meri Aarzu

Hum Tujh se kis hawas ki falak justujo karen
Dil Hi nahin raha hai jo kucj Aarzu kareyn

Mit Jaayen eik Aan Main kasrat Namayaan
Hum Aayine ke saamne Aa kar jo huu karen.....!!

Teri Khwahish

Mujh ko tere Qurb ki khawaish tu hai magar,...
Ulfat ka jo maza to Inhi Faslon mein hai 

Teri Talab

Har taraf raah main thay kaanty bichay huay.....
Mujh ko teri talab thi , Guzarte chale gaye...

Yaad Karega Koi

Mujh main kya hay jo mujhe yaad karey ga koi 
Achey achon ko yahaan loug bhool jatey 

Thursday, July 05, 2012

Meri Khawahishen

Khawahishon k angan mein raat din baseray thy...
Titliya tmhari thien or phool mere thy

Chand asmanoon se jb zameen pe utra tha...
Daikhnay mein raatain thien asal mein saweray thy

Tere pass basnay ki khai thi kasam leikin
Shehar bhi praya tha loog bhi luteray the

Lut gaye hm dono to qasoor kis ka hy
Khawahishen bhi teri thein faislay bhi tere thy 

Sehra...

Maine yeh soch kar nhi boye khwaabon ki darakht
Kaun sehra me lage shajar ko pani dega

Ek Tamanna

Ek tamanna si hai iss maayoos dil ki kash...
Aa aansoo ke sath har khawab bhi beh jaye

Tamanna Hai

Tamana hai k roshan ho teri duniya teri mehfil
Ujala mik sake tum ko to hum ghar bhi jala dengy

Marr Kar Bhi Uss Ko Dekhtay Rehna

Marr kar bhi uss ko dekhtay rehnay k shoq mein
Ankhein kissi ko apni amanat mein de gaye

Andheri Raat Ka Manzar Bhi Khoob Tha

Andheri raat ka manzar bhi khoob tha lakin
Tum agaye tou charaghon mein roshni karli

Ye Husn Bi Kitni Buri Cheez Hai

Yeh husn  bi kitni buri cheez hai 
Jiss ne daali burri nigaah dali...

Phar Pharat Hai Jo Din Raat Mere Sinne Me

Phar Pharat hai jo din raat mere sinne me,
Abb yahi eik pirinda ha reha karne ko.