Showing posts with label december shayri. Show all posts
Showing posts with label december shayri. Show all posts

Sunday, November 29, 2015

Kon Kehta Hai

Kon kehta hai insan apni qismat khud lekhta hai 
Agr ye sach hai to qismat main dard kon lekhta hai 

Saturday, November 28, 2015

Apne honton Pay Sajana CHahta Hun

Apne hontoon pay sajana chahta hun 
Aa tujhy main gunghunana chahta hun 

Koi anso tere daman par ghira kay 
Bond ko moti bnana chahta hun 

Thak gya main yad kartay kartay tujh ko 
Ab tujhay main yad ana chahta hun 

Akhri hichki tere zano pay aye 
Mot bhi main shayarana chahta hun 

Chaa raha hai sari basti main andhera 
Roshni ko ghar jalana chahta hun 

Ankhon Se Parhi Jati Hai

Ankhon se parhi jati hai haya ki kahani 
Naqab dal kar koi parsa nahin howa

Baba Bullay Shah Ki Shayari

Par par ktabaan elam diyaan toun naam rakh liya qazi
Hath wech phar kay talwar naam rakh liya ghazi

Makkay madenay ghom aya te naam rakh liya haji 
Ohh bulliya hasl ki keta jay tun Rab na keta razi

Marnay Ko Ji Chahy

Zindagi etni dukhi nahin kay marnay ko g chahy
Bas apnon nay etnay dukh diye kay jenay ko dil nahi karta 

Mirza Ghalib

Mohabbat main nahin hai farq jenay aur marnay ka 
Usi ko dekh kar jetay hain jis ka farq dam niklay

Friday, November 27, 2015

Ghareeb Ankhein

Anso Baha baha k bhi hote nahin kam sahib 
Ketni umeer hoti hain ankhein ghareeb ki 

Zarurat

Lay gya noch kar mujhay sahib
Jis ko jetni meri zarurat thi 

Zindagi

Zindagi raks bhi karti thi 
Ab to chup chap pari hai mujh main 

Mohabbat Ka Nasha

Kuch mohabbat ka nasha pehle hi hum ko tha arman 
Dil tota to nashay se mohabbat ho gayi 

Thursday, November 26, 2015

Ankhon Main Basa Lo

Ye eltja hai k ankhon main basa lo hum ko 
Hum bhi sajh jayein gay tum bhi sanwar jao gay 

Mohabbat

Ek aurat se mohabbat har koi karta hai 
Mohabbat ke sath sath izzat koi koi karta hai 

Dil Dukhaya Karo Ajazat Hai

Dil dukhaya karo ajazat hai 
Bhol janay ki bat mat karna 

Khushbo

Ab apni yad ki khushbo bhi hum se cheno gay kiya 
Ktab dil main ye sokha ghlab to rehnay do 

Mohabbat

Muskuranay se shoro
Rulany pay khatam 

Ye zalim hai insanon pay 
Jese log mohabbat kehtay hain