Showing posts with label best nazm. Show all posts
Showing posts with label best nazm. Show all posts

Monday, November 30, 2015

Saqi

Etna hanso keh ankh se anso nikal parein 
Apni khushi kay sath mera gham nba do 

Saturday, November 28, 2015

Mirza Ghalib

Mohabbat main nahin hai farq jenay aur marnay ka 
Usi ko dekh kar jetay hain jis ka farq dam niklay

Thursday, November 26, 2015

Khush Hun Tere Bagir Bhi

Lekhna to tha khush hun tere bagir bhi 
Anso magr qalm se pehle hi ghir paray

Tuesday, November 24, 2015

Ek toti Hoi Zanjeer

Ek toti hoi zanjeer ki faryad hai hum 
Aur dunya sumjhti hai k azad hain hum

Hur ek se wafa kar k hum ko kiya mila 
Kul bhi tanha thay ur aj bhi tanha hai hum 


Mujhy Insaf Chahye

sahib mujhy insaf chahye 
Jan
Dil mera hai to maalik aur kyun 

badan Se Rooh

Badan se rooh jati hai to bechti hai saf-e-matam
Magar kardar mar jaye to yaqeen matam nahin hota 

Monday, November 23, 2015

Zaruri Nahin

Zaruri nahin k kuch tornay k liye pathar hi uthao
Bas lehja badal k bolnay se bhi dil tot jatay hain 

Sunday, November 22, 2015

Tum Nahin Yaad Kartay

Tum nahin yad kartay is se koi farq nahin parta 
Dil is liye jalta hai k hum tumhein bhula nahin saktay

Friday, November 20, 2015

Ossy Kehna

Ossy kehna ye tum hi thy jiss se hum ko mohabbat ho gai 
!,,,Naz,,,!
Warna hum khud hi ghulab hein kisi khushboo ki tamanna nahi karty

Bay Faida Hai ZIndagi

Bay faida hai zindagi main logoon ka hajoom
Pur khalos jo mil jaye ek shakhs hi kafi hai 

Thursday, November 19, 2015

Allama Iqbal

Jab ishq sekhata hai adabe khud aghahi 
Khelty hain ghulamon par asrare shehnshahi