Showing posts with label birthday poetry. Show all posts
Showing posts with label birthday poetry. Show all posts

Monday, November 30, 2015

Bewafa

Tum se hi thi meri zindagi lakin ye kiya howa 
Tum bin bhi main ji rahi hun main kesi hun be wafa

Saturday, November 28, 2015

Veraan Hai Meqadah

veraan hai meqadah gham o sagar udas hain 
Tum kiya gaye kay roth gaye din bahar kay 

Friday, November 27, 2015

Saman Band Liya

Saman band liya mein ne ab btao
Kaha rehtay hain wo log jo kahi k nahin rehtay

Allah

Teri qudrat ko main sumjhon meri uqaat nahin 
Mujhay sab kch uta karna magr ghumrah na honay dena 

Thursday, November 26, 2015

Khushbo

Ab apni yad ki khushbo bhi hum se cheno gay kiya 
Ktab dil main ye sokha ghlab to rehnay do 

Tuesday, November 24, 2015

Ek toti Hoi Zanjeer

Ek toti hoi zanjeer ki faryad hai hum 
Aur dunya sumjhti hai k azad hain hum

Hur ek se wafa kar k hum ko kiya mila 
Kul bhi tanha thay ur aj bhi tanha hai hum 


Mujhy Bhi Pata Tha

Mujhy bhi pata tha k log badal jatay hain 
!,,,Dost,,,!
Magar main ne kabhi tumhein logo main gina hi nahi tha 

Monday, November 23, 2015

Zaruri Nahin

Zaruri nahin k kuch tornay k liye pathar hi uthao
Bas lehja badal k bolnay se bhi dil tot jatay hain 

Mousam

Main akhir kon sa mousam tumhare naam kar deta 
Yaha hur ek mousam ko ghuzar jany ki jaldi thi 

Sunday, November 22, 2015

Ajnabi

Yaqeen tum ko nahin ata wazahat main nahin karta 
Ghuzar jaye ghi sari umar younhi ajnabi ban kar 

Noreen Shah

Halt meri mujh se na maalom kijye
Mudat hoi hai mujh se mera wasta nahin 

Saturday, November 21, 2015

Etnay Bhi Nadan Nahin Hum

Etnay bhi nadan nahin hum , hum ko parhna ata hai 
Kon sa lehja dil ki dunya kon sa dunya dari hai 

Barbad Kar Deti Hai Mohabbat

Barbad kar deti hai mohabbat hur bar mohabbat karny walon ko 
Kyoun k ishq har nahin manta aur dil baat nahin manta 

Muqadar

Muqadar main kuch bhi nahin aur 
Hath bharaye hain lakeron se 

Shehar Bhar Main

Shehar bhar main ek hi pehchan hai humari 
Surakh ankhein bekhri zulfein udas chehra nawab aadat

Malik

Kya dekh rahi ho 
Tasali rakho tumhara hun

Ek Bar Keh Do

Ek bar keh do k tum mere ho 
Is se agy naseeb mera 

Do Din Ki Zindagi Hai

Do din ki zindagi hai me kiya kro gy ulhj kr 
Raho to pholon ki mand bikhro to khusbo ban kar 

Lehja Bhi Sard Kar Dala

Tum ne lehja bhi sard kar dala 
Ye sardeon k azab kam the kiya