Showing posts with label urdu. Show all posts
Showing posts with label urdu. Show all posts

Saturday, September 26, 2020

Kesi Ki Suni Gayi

Kesi ki hanstay hanstay suni gayi
Humary anso bhi na Qabol howay

Tuesday, September 22, 2020

Sigrat pena shoq hai nera

Sigrat pena shoq hai mera adat nahi
Awais
Jazbat jagaty hain hai is liye peeta hun
Adi raat mein pagal to nahi teri yad stati hai is liye peta hub

Wednesday, August 05, 2020

Chaley Ao

Yeh faqeero ki bazam hai
Chaley ao
Hum bhaley log hai uqat nahi pochtay

Friday, July 24, 2020

Mirza Ghalib

Mohabbat main nahin hai fark jenay aur marnay ka 
Isi ko dekh kar jenay hain jis kafar pay dam niklay 

Saturday, November 21, 2015

Rab-e-Qareem

Meri toti photi abadton ko esy kr qabol Rab e qareem 
K sajday main jukon to mujh se jary hur reshty ki zindagi sanwar jaye 

Friday, November 20, 2015

Naseeb

Naseeb walon ko hoti hai wafa naseeb 
Hum khud hi bad naseeb to mohabbat ka kiya qasoor

Thursday, November 19, 2015

Nazar Andaz

Nazar andaz karny  ki wajah kch to btaye
Ab kahaan kahaan main khud main brai dondoon

Wednesday, November 18, 2015

Apni Mout

Mar k kesi ko kiya alzam dengy apni mout ka majid
Yahaan satany waly bhi apny hain ur dafnany waly bhi apny 

Monday, November 16, 2015

Khuwab

Suno palto pay jetnay khuwab thy un ko utha lena 
Meri ankhon pay in ka boj meri taqut se bhari hai 

Saturday, November 14, 2015

Dokha

Mujh ko dokha de gaya mera zoq-e-intkhaab
!,,,Jani,,,!
Dar-haqiqat jo log merey na thay mujhay wohi achay lagay

Thursday, November 12, 2015

Ghazal

Tum khafa kyun ho
 tumhein mujh se ghila kiya 

Achanak berukhi etni 
btao to howa kiya hai 

Mnaon kis tra tum ko 
mujhey etna to bta do 

agr ho saky tum se 
To ye ehsan farma do 

Meri manzil mohabbat hai 
Mujhy manzil pay pohncha

Tumhari ankhon main anso
Mujhy achay nahi lagy

Tum narm honto pay 
Gilay achy nahi lagty

Tum muskurany se 
Mera dil muskurata hai 

tumhare roth jany se 
Mera dil tot jata hai 


Kamzor Rishta

Nahi huwa kamzor hamara tumhara rishta 
...Sham...
Yeh to waqat ki sazish ha kabhi ham masrof to
kabhi tum

Masroof

Masroof thay sab apni zindagi ki uljhanon main 
...Dost...
Zara si zameen kya hilli sab ko Khuda yaad aa gya