Showing posts with label khuda. Show all posts
Showing posts with label khuda. Show all posts

Thursday, November 19, 2015

Aeen Ka Mun

Aeen ka mun khula hai jaiese naghan ka nashta 
Sheen k nuqty keh rahe hain ishq na karna Khuda ka wasta 

Aeen ki gholai main jo phas gya 
usy milta nahi phr baghny ka rasta 

Zarurat Tor Deti Hai

Zarurat tor deti hai garur be neyazi ko 
Na hoti koi majbori to hur banda khuda hota 

Wednesday, November 18, 2015

Zindagi Ko Tere Naam Likh Diya Tha

Main ny to zindagi ko tery naam likh dya tha 
Shayd magr kch aur hi marzi Khuda ki thi

Dard hi dena tha to pehle bta dety 
Hum ko bhi azal sy hi tmana saza ki thi 

Tuesday, November 17, 2015

Kahaan Wafa Milti Hai

Kahaan wafa milti hai in miti ky haseen insaanon sy
Bilal 
Yeh log bina mtlb ky khuda ko bhi yaad nahin karty

Sunday, November 15, 2015

Tu Nazar Na Raha Kar

Tu nazar na raha kar tujhe wasta hai khuda ka 
Ek tera hi chehra khush daikh kar hum apne gham bhula dete hai

Friday, November 13, 2015

Mohabbat Ki Umeed

Na rakhna yahan kesi se mohabbat ki umeed
Khuda ki qasam Bohat khubsurat log hain par wafadar nahin

Thursday, November 12, 2015

Masroof

Masroof thay sab apni zindagi ki uljhanon main 
...Dost...
Zara si zameen kya hilli sab ko Khuda yaad aa gya 

Monday, October 21, 2013

Log Kehte Hain

Log kehte hain wo mujh se juda rehta hai 
Ban k darkan jo mere dil main sada rehta hai 

Yun meri zaat main shamal hai uski hasti 
Jis tarah sare zamany main khuda rehta hai