Showing posts with label sad. Show all posts
Showing posts with label sad. Show all posts

Thursday, July 30, 2020

Aaina

Wo jo uthaty hain kardar par ungliya 
Tohfay Main unko aaina dejiye

Saturday, November 28, 2015

Allama Iqbal

Nasha pila kar ghirana to sab ko ata hai 
Mazah to jab hai keh ghirton ko thap lay saqi

Jo bada kash thay parany wo uthaty jatay hain 
Kahin se aab e bqaye dowam lay saqi

Kati hai raat hanghamah kastri main tari 
Sehar qareeb hai Allah ka naam lay saqi

Saturday, November 21, 2015

Rab-e-Qareem

Meri toti photi abadton ko esy kr qabol Rab e qareem 
K sajday main jukon to mujh se jary hur reshty ki zindagi sanwar jaye 

Tuesday, November 17, 2015

Kat Kar Darkht

Kat kar darkht sakhein bacha rahe ho 
Nikal kar ankhein mujhy duniya dekh rahe ho 

Tumein kiya pata is dil par kya guzar rahi hai 
Tum dor khary ho kar muskura rahe ho 


Sunday, November 15, 2015

Kiya Likhon

Kiya lakhon zindagi kay baray main 
Wo log hi bichar gaye jo zindagi howa karty thy 

Saturday, November 14, 2015

Sab So Gaye

Sab so gaye apna apna haal e dil suna kar 
!,,,Ay Khuda,,,!
Kiya mera koi nahi jo mujh se puchy tum kyun jag rahy ho 

Badal Jate Hain

Waqt ki aandi main pathar bhi hil jate hain 
Zindagi ki rahon main mausam bhi badal jate hain 

Badalate nahi rishte kabhi iss jahan mein 
Sirf nibhane wale insaan badal jate hain 

Suno

Suno mohabbat nahi aati na tumhein
Reham to ata ho ga wo hi kar lo hum par

Aitbaar

Hur aik pe zara soch k aitbaar karna jana 
Mumkin nahi hur jaga tumein hum hi milenge

Friday, November 13, 2015

Meri Fitrat Main Nahi

Meri fitrat main nahi hai kisi ko bhool jana 
Bholty wo hain jin ko apne aap par ghuror hota hay

:*->Ghazal<-*:

Ab to mumkin hi nahi un se mulaqat
Ab to urooj pe pahunchi hai us ki zaat

Wohi wade hain aur rasmon ki zanjeerin baqi
Kab badalti hai zameen ki riwayat

Ek wo din the k ek doosre ko sochte the hum 
Ab milte nahi dono k khayalat 

Meri her subha ka aaghaz tere naam se ho 
Teri yadon mein kati meri hur ek raat

Tum kahan aur mere piyar ka miyar kahan 
Wo kitni saadgi se kr gaya ye baat

Ghazal

Apne dil ko tere dil se mila bethe hain 
Zindagi ki khushiyan tere naam laga bethe hain 

Teri justuju mein beet jayegi umar humari 
Apni ankhon mein teri tasveer bana bethe hain 

Zindagi sanwar gai tere milne se aye dost 
Teri chahat ko apni rooh mein sama bethe hain 

Yaad

Phir uski yad phir uski talab phir usi ki batein
Ay dil tera kya kron tu sukon leny kyun nai deta

Mohabbat Ka Sabot

Nafrat ka yaqeen dilana nahin parta 
Jab ky mohabbat ka log sabot mangty hain

Thukra Diya

Thukra diya jinhon ne mujhy mera wqt dekh kar wada hai mera 
Aisa waqt laon gha milna paray gha mujh ko waqt lay kar 

Thursday, November 12, 2015

Pyar Ki Hud

Main ne dil diya pyar ki hud thi
Arey jan di etbar ki hud thi 

Mar gaye hum khuli rehi ankhein 
Ye mere intzar ki hud thi 

Ajeeb Hai Mera Hal

In dinon kch ajeeb hai mera hal
Dekhta kuch hun dehan main kuch hai 

Masroof

Masroof thay sab apni zindagi ki uljhanon main 
...Dost...
Zara si zameen kya hilli sab ko Khuda yaad aa gya 

So Gay Na

So gay na mujh se wafaon k waady kr k 
Jo kahty thy mujh se bat kiye bagir nend nahi ati