Showing posts with label iqbal. Show all posts
Showing posts with label iqbal. Show all posts

Sunday, November 22, 2015

Pagal

Wafa ki baat choro sahib 
Wo khoubsurat boht tha

Sunday, November 15, 2015

Tere Husan Ki Parstish

Tere husan ki parstish karna mere bss mein nhe
Teri rooh ka talabgaar hoon apna le mujh ko 

Saturday, November 14, 2015

Yaad

Aaj aai ha meri yaad usy
Zarur kisi ne thukraya hoga

Ajeeb Jumla

Ajeeb jumla istimal kia us ny juda hoty waqt
!,,,Wasi,,,!
Bhool jao pagal hum ny tum sy pyar sekh tha kisi ur k liye 

Friday, November 13, 2015

Dosti

Koi kehta hai dosti nasha ban 
jati hai 
Koi kehta hai dosti saza ban 
Jati hai 
Dosti karo agr dil sey to 
dosti hi 
Jeny ki waja ban jati hai 

Hum To Ro Bhi Nahi Sakty

Hum to ro bhi nahi sakty kisi ki yaad mein 
Us ny kaha tha meri jan nikal jaygi tery ansu girny sy pehly

Bewafa Duniyan Mein

Bewafa duniyan mein sari zindagi kon sath day ga 
!,,,Dost,,,!
Log to hathon se dafn kr k bhool jatay hain k qabar kon si thi 

Ek bohat Hi Khobsurat Line

Ek bohat hi khobsurat line 
Hamesha yad rakhna....

Badalti cheezain hamesha achi lagti hain 
Par badalty huwy apny kabhi achy nahi lagty

Ghalti Ki Tlash

Aik choti see ghalti par wo mujy aisy chor gia 
!,,,Jaani,,,!
Jaisy sadion say meri galti ki tlaash main tha

Mohabbat Ho Gai

Ossay kehna ye tum hi thay jis se hum ko mohabbat ho gai 
...Naz..
Warna hum khud hi gulaab hain kisi khushboo ki tamanna nahi karty

Mohabbat Ka Sabot

Nafrat ka yaqeen dilana nahin parta 
Jab ky mohabbat ka log sabot mangty hain

Thursday, November 12, 2015

Bechrnay K Bad

Kehtay nahin kesi se magr jantay hain hum 
Roya zarur hoga bechrnay k bad wo

Teri Kasam

Hum to tere dil ki mehfil sajany aye thay
Teri kasam tujhay apna bnanay aye thay 

Kis bat ki saza di to ne hum ko 
Bewafa hum to tere dard ko apnany aye thay

Dua'en Mohabbat

Meri tanhaiyon ka gila nahi 
Kiya howa jo koi mujhy mila nahi 

Phr bhi dua karongi tere liye dost
Tujhy wo sab kch mile jo mujhy mila nahi 


Pegham Iqbal

Fanah kar apni zindagi ko rahey janun main ay jawan
Tab karay ga abadat jab gunah karney ki taqat na hogi

Pyar Ki Hud

Main ne dil diya pyar ki hud thi
Arey jan di etbar ki hud thi 

Mar gaye hum khuli rehi ankhein 
Ye mere intzar ki hud thi 

Hazrat Ali

Zindagi main agar bura waqt na ata to apnon main chupay ghair
Ur ghairon main chupay apnay kabhi zahir na hotay

Zindagi Kay Jaisa

Wo bilkul zindagi k jaisa tha 
Khoobsurat bhi aur be-aitbar bhi

Ajeeb Hai Mera Hal

In dinon kch ajeeb hai mera hal
Dekhta kuch hun dehan main kuch hai 

Kamzor Rishta

Nahi huwa kamzor hamara tumhara rishta 
...Sham...
Yeh to waqat ki sazish ha kabhi ham masrof to
kabhi tum