Showing posts with label ahmed faraz poetry. Show all posts
Showing posts with label ahmed faraz poetry. Show all posts

Tuesday, November 24, 2015

Boht Toot

Bohat toot sa jata hun mein andar se 
Jub tery sath guzra ek lamba yaad ata hai 

Monday, November 23, 2015

Saturday, November 21, 2015

Jab Matbadal Hasal Ho Jaye

Jab matbadal hasal ho jaye to 
Hur rishta etni asani se badal jata hai 
jese wo kabhi tha bhi nahin

Sunday, November 15, 2015

Ahmed Faraz

Kesi bewafa ki khatir yeh janoon faraz kab tak 
Jo tumhein bula chuka hai usay tum bhi bhol jao 

Friday, November 13, 2015

Na Janay kon Thay

Na janay kon thay jo ban gaye manzil teri 
Hum to raaston ki tarah tery qadmon mein he rahy

Wednesday, November 11, 2015

Shakayat-E-Mohabbat

Shikway bhi hazaron they ur gilay bhi hazaron thay
Hum to usi k thay magr ek wo na humare thay 

Kaha hum ne kesi ur kay hone lagy ho ap 
Muskuraty howy bhole kay pehle kab tumharey thay

Zindagi k mor pay tanha shor gya wo mujhay 
Koi ja kar kahe hum jetay e usi k saharay thay 

Ye pal hai buray mujh pay koi bat nahi 
Kch pal un k sath ache bhi to guzare thay 


Bewafa

Meri talash ka juram hai ya meri wafa ka qasor
Jo dil kay qareeb aya wohi bewafa nikla 

Tuesday, November 10, 2015

Qismat

Mujhy qismat se shikwa nahi lkin ay khuda
Wo zindagi main kyon aya jo qismat main nahi tha

Monday, November 09, 2015

Jazbat


Jazbat phr wo nahi rehty jo aghaz main hoty hain 
qadar kho dety hain log chez k mil jany k bad

Bewafai Ki Aadat

Tot jaygi tumhari bewafai ki adaat us din 
...Ay bewafa...
Jab pta chaly ga k yad karny wala aaj khud yad ban gaya ha

Kaha Se Laon

Kaha se laon hur rooz ek neya dil
...Dost... 
tornay walo ne tamasha bna rakha hai 

Friday, August 01, 2014

Tumhein Khabr Hi Nahi

Tumhein khabr hi nahi k koi tot gya 
mohabaton ko paidar karte howy

Tuesday, October 15, 2013

Ye Sang Dil Ki Mehfil Hai

Ye sang dil ki mehfil hai 
yaha sunta nahi faryad koi 

Sab log yaha par sunte hain 
Jab hota hai barbad koi

Thursday, October 10, 2013

Chor Gya Ajnabhi Rahon Main

Chor gya ajnabhi rahon main
Faraz
Indheri rah main jo hath pakr k chalta tha