Showing posts with label sms poetry. Show all posts
Showing posts with label sms poetry. Show all posts

Sunday, November 22, 2015

Noreen Shah

Halt meri mujh se na maalom kijye
Mudat hoi hai mujh se mera wasta nahin 

Pagal

Wafa ki baat choro sahib 
Wo khoubsurat boht tha

Saturday, November 21, 2015

Muqadar

Muqadar main kuch bhi nahin aur 
Hath bharaye hain lakeron se 

Ye Bewafaon Ki Dunya Hai

Ye bewafaon ki dunya hai dil sanbal kr chalna 
!,,,Umar,,,!
Yahaan log barbad karny k liye bhi mohabbat ka sahara lety hain 

Friday, November 20, 2015

Pila De Dil Khol K

Pila de dil khol k aaj sarey meh khaney ki botlein 
Agr gham-e-yar bhol gaye to tera meh khana khareed lein ge

Muqadar

Na jany kis k muqadar main lekhy ho tum magr 
Soch to ye hai k umeedwar hum aaj bhi hain 

Chor Diya Hum Ne

Chor diya hum ne humesha k liye us ki arzo karna 
Jis ko mohabbat ki qadar na ho usy se duaon main kiya mangna

Tapak Party Hain

Tapk party hain anso jab tumhari yad ati hai 
Ye wo barsat hai kay jis ka koi mousam nahi hota 

Magroor

Achy lagy jo tum so hum ny bta diya 
Naqsan yeh howa k tum magror ho gaye 

Khamosh

Khamoshi usy pasnd thi faiz
Hum ny lafzon kay ghaly kat diye

Wo Itna Bewafa Nahin

Wo etna bewafa nahin mujhy bhool jaye ga 
Aksar chup rehny waly pyar boht karte hain 

Mukhlas

Mukhlas hur kesi k sath rehta hun 
Shayad esi liye khali hath rehta hun

Tu Lakh Bula K Wekh Sanu

Tu lakh bula k wekh sanu 
Asi yari fyr v nabhawaan ghay

Tu pani p p thak ja sein 
Asi hechkiyaan ban ban awaan gay

Sarey Mehfil

Sarey mehfil jo bholoon to zamany ko khatkata hun 
Rahon main chup to zindagi ki baghwat mar deti hai 

Aala Mizaaj

Aala mizaaj qaatil nigahein 
Adayein to uff
Fanaa ho jaenge wallah hum 
Khud to tehreer kartey kartey

Bay Faida Hai ZIndagi

Bay faida hai zindagi main logoon ka hajoom
Pur khalos jo mil jaye ek shakhs hi kafi hai 

Mera Zikr Parhny Wale

Mera zikr parhne wale
mera rasta na chun len 

sar-waqt ye bhi likh dena 
mujhy maat hogayi thi 

Zindagi Bhi Tery Naam Kr Di Hai

Zindagi bhi tery naam kr di hai hum ny 
Bus chand lamhy seny se laga lo mujh ko 

Thursday, November 19, 2015

Hum Na Sumjhy

Hum na sumjhy k teri nazro ka taqaza kiya hai 
Kabhi parda kabhi jalwa ye tamasha kiya hai 

Aeen Ka Mun

Aeen ka mun khula hai jaiese naghan ka nashta 
Sheen k nuqty keh rahe hain ishq na karna Khuda ka wasta 

Aeen ki gholai main jo phas gya 
usy milta nahi phr baghny ka rasta