Showing posts with label sad poetry. Show all posts
Showing posts with label sad poetry. Show all posts

Tuesday, November 17, 2015

Na Chaho Kesi Ko Etna

Na chaho kesi ko etna k bula na sako 
Ye log badlty hain mosamon ki tra 

Meri Adaat

Meri adaat nahin youn hur kesi pay mar mitny ki 
Par tujhy dekh kar dil ne sochny tak ki muhlat na di 

Chand

Jis chand k etny ho chahny waly 
wo kiya sumjhy gha ek sitare ki kami ko 

Monday, November 16, 2015

Shikwa

Shikwa zulmat shab se to kahein behtar tha 
Apny hisy ki koi shama jalaty jaty

Kuch Khas To Hai

Kuch khas to hai us shakhs ki yadon main warna 
Hur bar us ky zikar par hun ankhein nam na hoti 

Sunday, November 15, 2015

Bohat Pashtao Gy

Bohat pashtao gy dard mando se juda ho kar 
!,,,Ay Jani,,,!
Phool bhi murja jate hain kanto se juda ho kar 

Chand SItaron Ka Noor

Chand sitaron ka noor tujh pay barsy 
Hur ek chehra tum ko tarsy 

Tere daman main ho etni khushiyan 
K Tu ek gham pany ko tarsy

Tu Nazar Na Raha Kar

Tu nazar na raha kar tujhe wasta hai khuda ka 
Ek tera hi chehra khush daikh kar hum apne gham bhula dete hai

Tere Husan Ki Parstish

Tere husan ki parstish karna mere bss mein nhe
Teri rooh ka talabgaar hoon apna le mujh ko 

Sara Kamaal To Mohabbat Ka Hai

Saara kamaal to mohabbat ka hai 
!,,,Warna,,,!
Pathar ki deewaron ko taj-mehal kon kehta 

Mohabbat Ho Bhi Jaye To

Mohabbat ho bhi jaye to kabhi izhar mat karna 
Yeh duniya sochy jazbon ki bari toheen karti hai 

Farishty

Karty hain meri khamyion ka tazkrahis tarah
Log apny amaal main farishty hun jaise 

Saturday, November 14, 2015

Chalo Ye Bhi Acha Hai

Chalo ye bhi acha hai keh hum kisi ko achy nahi lagty
!,,,Ay Dost,,,!
Kisi ki aankh mein aanso to nahi hongy hamary chaly jany ky baad

Friday, November 13, 2015

Ehsaas

Meri likhi hur baat ko tum sumjh nahi paty
!,,,Q k,,,!
Main ehsaas likhta hon tum alfaaz parhty ho 

Bewafa Duniyan Mein

Bewafa duniyan mein sari zindagi kon sath day ga 
!,,,Dost,,,!
Log to hathon se dafn kr k bhool jatay hain k qabar kon si thi 

Na Janay kon Thay

Na janay kon thay jo ban gaye manzil teri 
Hum to raaston ki tarah tery qadmon mein he rahy

Koi Hal Nahi Puchta

Abi koi nahi puchta haal to kiya howa 
Dekhna aik din sara shehar puchy ga usay howa kiya tha 

Ghalti Ki Tlash

Aik choti see ghalti par wo mujy aisy chor gia 
!,,,Jaani,,,!
Jaisy sadion say meri galti ki tlaash main tha

Nafrat Haqeer Bna Deti Hai

Nafrat to nafrat hai haqeer bna deti hai 
Mohabbat bhi Ashiq ko faqeer bna deti hai 

Thursday, November 12, 2015

Masroof

Masroof thay sab apni zindagi ki uljhanon main 
...Dost...
Zara si zameen kya hilli sab ko Khuda yaad aa gya