Showing posts with label iqbal poetry. Show all posts
Showing posts with label iqbal poetry. Show all posts

Saturday, November 21, 2015

Jab Matbadal Hasal Ho Jaye

Jab matbadal hasal ho jaye to 
Hur rishta etni asani se badal jata hai 
jese wo kabhi tha bhi nahin

Friday, November 20, 2015

Muqadar

Na jany kis k muqadar main lekhy ho tum magr 
Soch to ye hai k umeedwar hum aaj bhi hain 

Tapak Party Hain

Tapk party hain anso jab tumhari yad ati hai 
Ye wo barsat hai kay jis ka koi mousam nahi hota 

Magroor

Achy lagy jo tum so hum ny bta diya 
Naqsan yeh howa k tum magror ho gaye 

Nafrat Ka Yaqeen

Nafrat ka yaqeen dilana nahin parta 
Jab ky muhabbat ka log saboot mangty hain 

Naseeb

Naseeb walon ko hoti hai wafa naseeb 
Hum khud hi bad naseeb to mohabbat ka kiya qasoor

Khamosh

Khamoshi usy pasnd thi faiz
Hum ny lafzon kay ghaly kat diye

Wo Itna Bewafa Nahin

Wo etna bewafa nahin mujhy bhool jaye ga 
Aksar chup rehny waly pyar boht karte hain 

Bay Faida Hai ZIndagi

Bay faida hai zindagi main logoon ka hajoom
Pur khalos jo mil jaye ek shakhs hi kafi hai 

Thursday, November 19, 2015

Hum Na Sumjhy

Hum na sumjhy k teri nazro ka taqaza kiya hai 
Kabhi parda kabhi jalwa ye tamasha kiya hai 

Ishq Iqbal

Ishq qatal se bhi maqtol se humdardi bhi 
Ye bta kis se mohabbat ki jaza amangy ga ?

Sajda khalk ko bhi ablees se yarana bhi 
Hasr main kis se aqeedat ka sila mangy ga 

Ada Qatal

Ada qatal nighah qatal zabaan qatal biyaan qataal
Bta qatal kahaan jaon jahaan jaon waha qatal

Meri Ankhon Ko

Meri Ankhon ko kar ky band
Mujh ko chom jati hai 

Pehle Dil Main

Pehle dil main rehty thy 
Ab ghalt fehmyon main rehty hain 

Hum Donoun Hi Darty Hain

Hum donoun hi darty hain ek dosry se baat karny se 
Mujhy mohabbat ho gai hai is liye aur usy mohabbat na ho jaye is liye 

Allama Iqbal

Jab ishq sekhata hai adabe khud aghahi 
Khelty hain ghulamon par asrare shehnshahi 

Gham

Sun kar tmam raat meri dastane gham 
Wo muskura k bholy boht bolty ho tum 

Main Chahti Hun

Main chahti hun tujh pe 
Haq sirf mera ho 

Ay Dil

Ay dil zra tasdeek to kar amad to nahin unki 
Mehfil main ek shor utha hai Ma Shaa Allah Ma Shaa Allah

Qatry Qatry

Qatry qatry ka hai naseeb juda
Koi ghohar koi sharab howa