Showing posts with label dewangi poetry. Show all posts
Showing posts with label dewangi poetry. Show all posts

Tuesday, November 24, 2015

Allama Muhammad Iqbal

Dil pak nahin to pak ho sakta nahin insan 
Warna ablees ko bhi atay thay wazo kay fraiz bohat 

Bohat Hi Shokh Lehjey

Bohat hi shokh lehjey ko
 bay had udas kar dena 
Qasam se mar deta hai
 nazr main basny walon ka 
Nazr andaz kar dena 

Monday, November 23, 2015

Zaruri Nahin

Zaruri nahin k kuch tornay k liye pathar hi uthao
Bas lehja badal k bolnay se bhi dil tot jatay hain 

Mat Cheen Apna Naam

Mat cheen apna naam mere lab se is trah 
Is be naam zindagi main tera naam hi to hai 

Mujh Ko Mujh Main jagah Nahin Milti

Mujh ko mujh main jagah nahin milti 
Wo hai mujod mujh main is qadar 

Jab Main Doba

Jab main doba to sumandar ko kabhi herat hoi 
Ajeeb shakhs hai kesi ko pukarata hi nahin 

Jisam chony Se

Jism chony se mohabbat nahin hoti 
Ye wo jazbah hai jesy emaan kehtay hain 

Ishq La Elaj

Nahi hota kesi tabeeb se is marz ka elaj
Ishq la elaj hai bas ehteyat kijiye 

Agar Wo Zindagi Main

Agar wo zindagi main faqt ek bar mera ho jata 
To main zamany bhar ki kitabon se lafz bewafai mta deta 

Saturday, November 21, 2015

Jab Matbadal Hasal Ho Jaye

Jab matbadal hasal ho jaye to 
Hur rishta etni asani se badal jata hai 
jese wo kabhi tha bhi nahin

Mati Se Phr Mati Par

Mati se phr mati par aur phr mati main 
Sumjh gaye ho to chor do na magrori 

Wednesday, November 18, 2015

Khuwaish

Khuwaish mujhy nahi thi magr phr bhi ek shakhs
apny kamal lehjy se dil main sama gya 

Tuesday, November 17, 2015

Tanhai Janab Muqadar Main Lekhi Hai

Tanhai janab muqadar main lekhi hai 
To kiya shiyatein apne ur bighany se 

Hum mit gaye wafa karty karty 
Loog baz nahi ate phr bhi humein azamany se 

Kat Kar Darkht

Kat kar darkht sakhein bacha rahe ho 
Nikal kar ankhein mujhy duniya dekh rahe ho 

Tumein kiya pata is dil par kya guzar rahi hai 
Tum dor khary ho kar muskura rahe ho 


Monday, November 16, 2015

Mati Sy Phr Mati

Mati sy phr mati par aur phr mati main 
Uqat-e-insan ye hai to phr magrori kis bat ki 

Saturday, November 14, 2015

Aao Kabhi Youn

Aao Kabhi youn bhi mere pass
K aanay main lamha aur janay main zindagi guzar jaye

Wednesday, November 11, 2015

Khush Mizaji

Khush mizaji bhi mashoor thi hmari sadgi bhi kamal hai 
Hum shararti bhi inteha k they ab sanjeedgi bhi be hmisal hai 

Izhar-E-Mohabbat

Izhar e tumana pay ajab bahar hai unka 
...wasi...
ankhein to raza mand hain lab soch rahe hain

Sharabi Ankhein

Pila apni yadon ki sharab Aur wohi gira day 
...Saqi...
Agr hosh aye to apnan lena na aye to dafna dena 

Dillaagi

hazaron phol jab kartay hain dua 
Tab ja k baharon ki kali khelti hai 

Ap to i ho kahi jannat se 
Ap si mehboba zamane main kaha milti