Showing posts with label best urdu ghazal. Show all posts
Showing posts with label best urdu ghazal. Show all posts

Monday, November 23, 2015

Mat Cheen Apna Naam

Mat cheen apna naam mere lab se is trah 
Is be naam zindagi main tera naam hi to hai 

Muhsan

barbad basti main kese dondtay ho muhsan 
Ujray howay logon kay thkany nahin hotey 

Mujh Ko Mujh Main jagah Nahin Milti

Mujh ko mujh main jagah nahin milti 
Wo hai mujod mujh main is qadar 

Jab Main Doba

Jab main doba to sumandar ko kabhi herat hoi 
Ajeeb shakhs hai kesi ko pukarata hi nahin 

Mujhy Bewafa Sumjh Kar

Mujhy bewafa sumjh kar sab ne sath chor dya 
Phr kesi ne kaha tum bewafa nahin ghareeb ho is liye tanha ho 

Jeet

Jeet mera naseeb thi lekin 
Mujh ko le doba teri maat ka dukh 

Ishq La Elaj

Nahi hota kesi tabeeb se is marz ka elaj
Ishq la elaj hai bas ehteyat kijiye 

Sunday, November 22, 2015

Kabhi Na Kabhi

Kabhi na kabhi wo mere bare main sochy ghi zarur 
K hasil hony ki umed bhi nahin phr bhi wafa karta tha 

Saturday, November 21, 2015

Barbad Kar Deti Hai Mohabbat

Barbad kar deti hai mohabbat hur bar mohabbat karny walon ko 
Kyoun k ishq har nahin manta aur dil baat nahin manta 

Ek Bar Keh Do

Ek bar keh do k tum mere ho 
Is se agy naseeb mera 

Friday, November 20, 2015

Chor Diya Hum Ne

Chor diya hum ne humesha k liye us ki arzo karna 
Jis ko mohabbat ki qadar na ho usy se duaon main kiya mangna

Mera Zikr Parhny Wale

Mera zikr parhne wale
mera rasta na chun len 

sar-waqt ye bhi likh dena 
mujhy maat hogayi thi 

Thursday, November 19, 2015

Qatry Qatry

Qatry qatry ka hai naseeb juda
Koi ghohar koi sharab howa 

Nazar Andaz

Nazar andaz karny  ki wajah kch to btaye
Ab kahaan kahaan main khud main brai dondoon

Wednesday, November 18, 2015

Hum Tumhein

Hum tumhein apni khabar dein bhi to kya soch k dein 
Hum ko rehna hi nahin tum ko khabar hony tak 

Khuwaish

Khuwaish mujhy nahi thi magr phr bhi ek shakhs
apny kamal lehjy se dil main sama gya 

Bewafai Se Koi Shikwa

Bewafaai se koi shikwa ya gilla nahi
Qadar krny walon ko aksar tanhai ki saza hi mila karti hai

Zindagi Ko Tere Naam Likh Diya Tha

Main ny to zindagi ko tery naam likh dya tha 
Shayd magr kch aur hi marzi Khuda ki thi

Dard hi dena tha to pehle bta dety 
Hum ko bhi azal sy hi tmana saza ki thi 

Tuesday, November 17, 2015

Dokhey Baz

Hum dokhey rahe k log humein chahtay hain 
!,,,Dost,,,!
Hum azeez sb ko thy magr zarurton ki hud tak thy 


Tanhai Janab Muqadar Main Lekhi Hai

Tanhai janab muqadar main lekhi hai 
To kiya shiyatein apne ur bighany se 

Hum mit gaye wafa karty karty 
Loog baz nahi ate phr bhi humein azamany se