Showing posts with label December shayari. Show all posts
Showing posts with label December shayari. Show all posts

Tuesday, November 24, 2015

Sath Chornay Walon Ko

Sath chornay walon ko to ek bahana hi chahye hota hai 
Warna nabhanay walay to mout ka darwazay tak sath detay hain 

Tumhari Dharkano Sey

Tumhari dharkano sey saansey chalti 
,,,Hen,,,
Dil nai tum ho merey seeney mai 

Allama Iqbal

Parindon ki dunya ka darowesh hun main 
Keh shaheen bnata nahin asheyanah

Agar Kabhi Nend Aye To

Agar kabhi nend aye to so bhi liya kar 
!,,,Sagar,,,!
Raton ko jaghny se bechary lota nahin karty

Mujhse Hi Aaj

Mujhse hi aaj mujhko tu mila de 
Dekhoon adaton mein tu hai kay nahin

Monday, November 23, 2015

Mar Jaon Dua Karna

Jo tere milny se marz mila hai 
Usi marz se mar jaonga dua karna 

Zaruri Nahin

Zaruri nahin k kuch tornay k liye pathar hi uthao
Bas lehja badal k bolnay se bhi dil tot jatay hain 

Mohabbat Chor Di Hum Ne

Sansoon par bani zanjeer tor di hum ne ab 
Jaldi soya karengy mohabbat chor di hum ne 

Mat Cheen Apna Naam

Mat cheen apna naam mere lab se is trah 
Is be naam zindagi main tera naam hi to hai 

Muhsan

barbad basti main kese dondtay ho muhsan 
Ujray howay logon kay thkany nahin hotey 

Mujh Ko Mujh Main jagah Nahin Milti

Mujh ko mujh main jagah nahin milti 
Wo hai mujod mujh main is qadar 

Bad Naseeb

Etna bhi hum se naraz na howa kar 
Bad naseeb zarur hain par be wafa nahin 

Mujhy Bewafa Sumjh Kar

Mujhy bewafa sumjh kar sab ne sath chor dya 
Phr kesi ne kaha tum bewafa nahin ghareeb ho is liye tanha ho 

Jeet

Jeet mera naseeb thi lekin 
Mujh ko le doba teri maat ka dukh 

Mousam

Main akhir kon sa mousam tumhare naam kar deta 
Yaha hur ek mousam ko ghuzar jany ki jaldi thi 

Charagh-E- Aarzo

Faqt batein andero ki mehz qisay ujalon ky
Charag e arzoo le kar na tum nikle na hum nikle 

Sunday, November 22, 2015

Mirza Ghalb

Hum ko in se wafa ki hai umeed 
Jo nahin mantey wafa kiya hai 

Farishtey

Aasmanon se farishtey jo utarey jayein 
Wo bhi is dor main soch bolein to marey jayein 




Ajnabi

Puchny ki to muhlat hi na di us ne 
Wo lehja badlta gya aur hum ajnabi hote gaye 

Log Dewany Hain

Log dewany hain bnawat k
Hum kaha jayein sadgi le kar