Showing posts with label wasi shah. Show all posts
Showing posts with label wasi shah. Show all posts

Thursday, November 12, 2015

Ghazal

Usne chaha to chahton ki hadon se barh kar 
Kehti thi hath na chorna tufano se dar kar 

Phr khud hi torgai wo taalluq e zindagi k ik moar par 
aaj mene pucha to kehti hai wo lamha tha jo guzar gya kinaron ko tor kr 

khud he ro pari wo ek zindagi k mor par
 or keh gai tum kisi ur ke ho jao mujhe chor kr

Me hasrat se dekhta raha usay apne hathon ko jor kar 
Ur wo chal pari meri wafaon ko chor kar 

Magr me kronga intezar un lamhaat ko phir se jor kr 
Kbi to hoga usay b ye ehsas k kisi ne chaha tha usay dunya ko chor kr

So Gay Na

So gay na mujh se wafaon k waady kr k 
Jo kahty thy mujh se bat kiye bagir nend nahi ati

Bewafa

Wo itna bewafa nahi k mujhy bhool jaye ga
Aksar chup rehny waly pyar boht karte hain 

Wednesday, November 11, 2015

Ajab Chezein

Waqt insan ko sekha deta hai ajab ajab chezein 
Phr kiya naseeb kaiya muqadar kiya hath ki lakeerein

Monday, November 09, 2015

Jazbat


Jazbat phr wo nahi rehty jo aghaz main hoty hain 
qadar kho dety hain log chez k mil jany k bad

Tuesday, July 09, 2013

Shaam Hoty Hi Yeh Dil

Shaam Hoty Hi Yeh Dil Udaas Hota Hai
Tooty Khuwabon K Siwa Kuch Na Paas Hota Hai

Tumhari  Yaad Aisay Waqt Bohat Aati Hai
Bewafa Jab Koi  Aas pas Hota Hai