Showing posts with label iqbal poetry. Show all posts
Showing posts with label iqbal poetry. Show all posts

Thursday, November 19, 2015

Nazar Andaz

Nazar andaz karny  ki wajah kch to btaye
Ab kahaan kahaan main khud main brai dondoon

Wednesday, November 18, 2015

Dard

Tery rony se un k dil pr kuch asr na hoga 
Jin k chahne wale ziyada hon wo aksar be dard howa karty hain 

Na Muntazir

Na muntazir koi ankhain na kisi ko aas hamari
Badal gaye sab log rafta rafta jau kehty thay pagal tu jaan hai hamari 

Tun Ishq

Tu ishq ki koi aur nishani de de mujhy
Ye aansu to roz gir k sookh jate hain 

Bewafai Se Koi Shikwa

Bewafaai se koi shikwa ya gilla nahi
Qadar krny walon ko aksar tanhai ki saza hi mila karti hai

Koi Talluq

Koi talluq na joro magr samny to raho
!,,,zee,,,!
Tum apny ghuroor main khush aur ham apny sroor men khush

Kch Khuwab

Kuch khuwabon ko pany k liye 
Kch khuwabon se dastbardar hona parta hai 

Waqt Aaj Bhi Tanha Guzrta Hai

Mana ky tujh se doryaan zayda barh gai hain 
Par tery hisy ka waqt aaj bhi tanha guzrta hai 

Zindagi Ko Tere Naam Likh Diya Tha

Main ny to zindagi ko tery naam likh dya tha 
Shayd magr kch aur hi marzi Khuda ki thi

Dard hi dena tha to pehle bta dety 
Hum ko bhi azal sy hi tmana saza ki thi 

Tuesday, November 17, 2015

Tanhai

Khus mazaji bhi mashor thi humari saadgi bhi kamal hai 
!,,,Dost,,,!
Hum shararti bhi intha k thy ab sangeedgi bhi be masal hai 

Nafrat

nafrat ka yaqeen dilana nahi parta 
!,,,Dost,,,!
Jab k log mohabbat ka sabot mangty hai 

Teri Yaad

Teri yaad ilaaj-e-dil hai 
!,,,Dost,,,!
Soch? Tera muqaam kiya hoga 

Acha Nahi Hota

baharon ki masti ka asar acha nahi hota 
Sajar sokha howa ho to samar acha nahi hota 

Jo mumkin ho to rasty se koi jugnon pakr lena 
Anderi raat ka tanha safar acha nahi hota 

Milo kch is trah se k dil apas main jayein 
Ta'aruf dosto se mukhtasir acha nahi hota 

Wohi betho jaha saya mily apne darkhton ka 
Kesi k ghar k angan ka sajar acha nahi hota 

Chalo dahleez se wapis palt aye 
Jahan apny na basty hon wo ghar acha nahi hota 


Na Chaho Kesi Ko Etna

Na chaho kesi ko etna k bula na sako 
Ye log badlty hain mosamon ki tra 

Kat Kar Darkht

Kat kar darkht sakhein bacha rahe ho 
Nikal kar ankhein mujhy duniya dekh rahe ho 

Tumein kiya pata is dil par kya guzar rahi hai 
Tum dor khary ho kar muskura rahe ho 


Hum Ja Rahy Hain

Hum ja rahy hain wahaan jahaan dil ki qadr hun 
Bethy raho hum apni adaein sanbaal kar 

Ek Khiyal

Ek khiyal se anso chupa liye hum ne 
Udas reh kar kesi ko udas kiya rakhna 

Meri Adaat

Meri adaat nahin youn hur kesi pay mar mitny ki 
Par tujhy dekh kar dil ne sochny tak ki muhlat na di 

Kahaan Wafa Milti Hai

Kahaan wafa milti hai in miti ky haseen insaanon sy
Bilal 
Yeh log bina mtlb ky khuda ko bhi yaad nahin karty

Ijazat

Bus jaty hain dil main ijazat liye bagir
Wo log jenhein hum zindagi bhar pa nahin sakty