Showing posts with label wasi shah poetry. Show all posts
Showing posts with label wasi shah poetry. Show all posts

Monday, December 07, 2015

Tere Sath Ek Dunya Thi

Howa hai tujh se bechrnay ke bad ab malom 
Ke to nahin tha tere sath ek dunya thi 

Wo Bhi Din The

Wo bhi din the ke tera zikar tha sarmaya zesat 
Ab tera naam bhi leta hun to dil dukhta hai 

Sunday, December 06, 2015

Shor Na Dena Humein

Shor na dena humein rah-e-mohabbat main tum 
Zamana bara talb ghar hai humein tanha dekhney ke liye

Hum To Harof-E-Tahji

Hum to haro-e-tahji bhi nahin par saktey 
Aur wo akhein hain ryazi k sawalon jesi 

Jung

Ab k ek aur jung hai mujh main 
Koi mujh se bhi tang hai mujh main 

Friday, December 04, 2015

Mere Bad Ek Kami

Mehsos tum karo gay bad mere ek kami 
Meleingey jab bhi hum faqt bat na ho gi

Shama Be Noor Hoi

Rone waley howey chup hijar ki dunya badli 
Shama be noor hoi subah ka tara nikla

Thursday, December 03, 2015

Suno Ankhon Se Parh Lena

Suno ankhon se par lena wo sari an kahi batein 
Koi pochey to keh dena bohat hi raz dari hai 

Tuesday, December 01, 2015

Bat Be Bat

Baat be baat jo bhar agti hai ankhein apni 
Yad rakhi hai kesi dukh ki kahani dil ne 

Bohat Hi Yaad Atay Ho

Bohat hi yaad ate ho 
Zara milny chaly aao

Mujh kch tum se kehna hai 
Zayda waqt nahin lounga

Zara si baat karni hai 
Na dukh apne sunanay hain 

Na koi faryad karni hai 
Mujhe bas etna kehna hai 

Mujhe tum yaad aty ho 
Bohat hi yaad aty ho 

Monday, November 30, 2015

Bholnay Waley

bholnay wale ne ye bhi na socha hoga 
Ek do din nahin barson ki shnasai hai 

To Mere Dil Pe Hath To Rakh

To mere dil pe hath to rakh 
Main tere hath pe dil na rakh doon to kehna 

Saqi

Etna hanso keh ankh se anso nikal parein 
Apni khushi kay sath mera gham nba do 

Waqat

Waqt anay par log sath kam 
Aur mashwary zayda detay hain 

Neyat Kharab Hai

Hota nahin ayaan kabhi unkay mezaj se 
Neyat kharab hai kay tabeyaat kharab hai 

Meri Talb Tha Ek Shakhs

Meri talb tha ek shakhs jo wo nahin mila to phir 
Dua hath youn ghiray kay bhol gya sowal bhi 

Rah Main Beth Howa Hun

Rah main betha howa hun tum sangh rah sumjho mujhy 
Admi ban jaon ga kuch thokrein khanay k bad

Sunday, November 29, 2015

Atbar Ki Adat

Phir us ki hur ada se chalknay laga khalos
Jab mujh ko atbar ki adat nahin rahi 

Youn To Gham Sab Ki Zindagi Main Hai

Youn to gham sab ki zindagi main hai 
Sabt lekn kesi kesi main hai 

Us ne sun kar ghazal kaha meri 
Ketna dukh teri shayari main hai 

Bekhray Hain Hum

Sokhay patoon ki tarah bekhray hain hum to 
Kesi nay sameeta bhi to sirf jalany kay liye