Showing posts with label allama iqbal poetry. Show all posts
Showing posts with label allama iqbal poetry. Show all posts

Thursday, December 10, 2015

My Love Diary

Kuch loag kismat ki tarah hote hein jo 
Dua se milte hein or 

Kuch loag dua ki tarah hote hein jo 
Kismat ko badal dete hein 

Monday, December 07, 2015

Suno Tum

Suno tum meri yad se daman bacha nahin saktey
Is liye ab chup chap mere ho jaon

Wo Bhi Din The

Wo bhi din the ke tera zikar tha sarmaya zesat 
Ab tera naam bhi leta hun to dil dukhta hai 

Sunday, December 06, 2015

Hum To Harof-E-Tahji

Hum to haro-e-tahji bhi nahin par saktey 
Aur wo akhein hain ryazi k sawalon jesi 

Friday, December 04, 2015

Shama Be Noor Hoi

Rone waley howey chup hijar ki dunya badli 
Shama be noor hoi subah ka tara nikla

Tuesday, December 01, 2015

Mamul Ban Chuka Hai

Mamul ban chuka hai mera ratoon ko jaghna 
Nendein mere wajood ki ek shakhs le gya 

Monday, November 30, 2015

Bholnay Waley

bholnay wale ne ye bhi na socha hoga 
Ek do din nahin barson ki shnasai hai 

To Mere Dil Pe Hath To Rakh

To mere dil pe hath to rakh 
Main tere hath pe dil na rakh doon to kehna 

Waqat

Waqt anay par log sath kam 
Aur mashwary zayda detay hain 

Neyat Kharab Hai

Hota nahin ayaan kabhi unkay mezaj se 
Neyat kharab hai kay tabeyaat kharab hai 

Etnay Masroof Ho Gaye Ho Tum

Etnay masroof ho gaye ho tum 
Dil dukhany bhi ab nahin atay 

Mar-E- Ishq

Allah bachaye marz-e-ishq se dil ko 
Suntay hain k yeh arzah acha nahin hota 

Hum aah bhi karein to ho jatay hain badnaam
Wo qatal bhi kar dein to charcha nahin hota 

Tum Haqeeqat Ho

Tum haqeeqat ho ya fareeb meri ankhon ka 
Na dil se nikltay ho na zindagi main aty ho 

Bewafa

Tum se hi thi meri zindagi lakin ye kiya howa 
Tum bin bhi main ji rahi hun main kesi hun be wafa

Meri Talb Tha Ek Shakhs

Meri talb tha ek shakhs jo wo nahin mila to phir 
Dua hath youn ghiray kay bhol gya sowal bhi 

Aakhri Mohabbat

Dastaan khatm honay wali hai 
Tum meri akhri mohabbat ho 

Sunday, November 29, 2015

Atbar Ki Adat

Phir us ki hur ada se chalknay laga khalos
Jab mujh ko atbar ki adat nahin rahi 

Mohabbat Ka Na Sochey

Usey keh do key wo kesi aur se mohabbat ka na sochey 
Maiin ek hi kafi hun usey umar bhar chahney keh liye

Shehar Ki Veraan Ghaliyaan

Chal tujhe dekha doun apne shehar ki veraan ghaliyaan 
Shayd ke kch tujhy ehsas ho meri tanhai ka 

Bas Teri Kami Hai

Usay mere janazy ki khabar na dena ye meri mohabbat ki toheen ho gi 
Keh wo pedal safar karay aur main logoon k kandoon peh safar kron