Showing posts with label hindi poetry. Show all posts
Showing posts with label hindi poetry. Show all posts

Monday, October 21, 2013

Hur Lafz

Hur lafz kitabon main tera aks liye hain 
Ek chand sa chehra mujhe parny nahi deta 

To Yad Boht Aya Hur Sham K Bad

To yad boht aya hur sham k bad
Kabhi aghaz se pehle kabhi anjam k bad

Us dobty howy suraj ki qasam
Us dil pay koi nam nahi us nam k bad

Ghazal

Kam ho koi bhi etni jaldi nahi karty
Hur bat pay meri jan zid nahi karty

Mana k duniya waly tumhein bhi aziz hain 
Par itbar kesi par had se zayda nahi karty

Baat karna to qabo rakhna apne lihjay par
Zaban se giray zakhm bhara nahi karty 

Tuesday, October 15, 2013

Mat muskurao

Mat muskurao etna k pholon ko khabar ho jaye
Ka wo tumhari tarf dekhe ur tumhein nazar lag jaye

Tum Bin

Tum ne mohabbat mohabbat se zayda ki hai 
Tum ne tum se zayda ki hai 

Tum kiya karo gay entiha mohabbat ki 
Hum ne intiha se mohabbat ki ebtida ki hai 

Saturday, October 12, 2013

Teri Yaad

Teri yaad elaaj e gham hai
Such tera muqam kiya hoga

Hur Baat Teri Manon Na Mumkin Hai

Hur baat teri manon na mumkin hai
Zid chor day ay dil to ab bacha nahi raha

Jab K Pehlo Se Yar Uthta Hai

Jab k pehlo se yar uthta hai 
Dard bay ikhtiyar uthta hai 
Mer Taqy Mer

Thursday, October 10, 2013

Chand Ka Noor

Chand ka nor tujh par barsay 
Hur koi teri chahat ko tarsay

Tujhe miley zamanay main etni khushiyan 
K gam tere pass ane ko tarsay

Badnam Howy

Badnam howy jis shaksh shaksh ki waja se shehar main
Faraz
Us shaksh ko bhi hum ne dekha bhi na tha kabhi

Us Ka Naam

Us ka naam kesi ajnabi k lab par tha
Faraz
Zara si baat thi par dil ko boht lagi

Tuesday, October 08, 2013

apny andaz_e_taghaful ko badal do warna...

apny andaz_e_taghaful ko badal do warna..
hum sitaro ko bhi nazro sy gira daty hain..

Sunday, October 06, 2013

Had Kar Di Teri Yaad Ne

Sab Hadein Tor Kar Aaj 
Had Kar Di Teri Yaad Ne

Chehray Badal Badal K

Chehray Badal Badal K Mujh Se Mil Rahe hain Log
Itna Bura Salok Meri Sadgi K Sath

Monday, September 30, 2013

Kitna Bhi Chaho Na Bhool Paoge Hume

Kitna bhi chaho na bhool paoge hume 
Jitni door jaoge nazdik paoge hume 

Mita sakte ho to mita do yadein meri 
Magar kya sanso se juda kar paoge hume

Jab kisi ur k hon gay hum bhi

Jab kisi ur k hon gay hum bhi 
Phir tera garoor totay ga

Meri Zindagi Ek Band Kitaab Hai

Meri zindagi ek band kitaab hai
Jis se aaj tak kisi ne khola hi nahi 

Jis ne khola usne padha hi nahi
jis ne padha usne sumjha hi nahi 
Ur jo samaj sake wo abhi mila hi nahi

Saturday, September 28, 2013

Humein Ye Gaman Tha Sab Ko

Humein ye gaman tha sab ko chahte hain 
Faraz
Aziz to wo sab ko rakhte hain magar zaruraton ki tarah

Mat Kar Yaqeen

Mat kar yaqeen hatho ki lakeron pe
Kyn K
Kismat to unki bhi hoti hai jin k hath nhi hote

Na Chahat K Andaz Alag

Na chahat k andaz alag,na dil k jazbat alag
Thi sari baat lakeeron ki tere hath alag mere hath alag