Showing posts with label chand poetry. Show all posts
Showing posts with label chand poetry. Show all posts

Sunday, November 15, 2015

Ay Chand

Ay chand tu kitna khush naseeb hai phirta hai ghali ghali 

Main kitna bad naseeb hun yar milta hai to kabhi kabhi 

Tuesday, February 18, 2014

Pehly Barish Hoti Thi

Pehly Barish Hoti Thi To Yad Aty Thy
Ab Jab Yad Aty Ho ati Barish Hoti Hy

Tuesday, January 21, 2014

Chand Ko Daikho

Chand Ko Daikho Kitna Milta Julta Hai Hum Se
Tujh Jesa Haseen MujJesa Tanha

Tuesday, December 17, 2013

Usay Bhulny Main

Usay Bhulny main Kuch Waqt Lagy Ga
0r "Kuch Waqt" Zindage Hai Meri

Sunday, December 15, 2013

Main Uss Ka

Main Uss Ka Sab sy Khas Khil0na  Tha
Wo Roz Jorta Tha Mujhy Phir Sy Torny Ke Lye

Monday, November 04, 2013

Chalo Btaun

Chalo btaun tumhein ikk nishani udas logo ki,
Kabi ghor krna ye jab hasty hain to bohat hasty hain

Woh Ja Chuka

Wo ja chuka hy magar judai say qabal aik naram lehja
Meri hathaili ki pusht par zindage main pehli ka chand ban kar

Monday, October 21, 2013

Hur Lafz

Hur lafz kitabon main tera aks liye hain 
Ek chand sa chehra mujhe parny nahi deta 

Thursday, October 10, 2013

Chand Ka Noor

Chand ka nor tujh par barsay 
Hur koi teri chahat ko tarsay

Tujhe miley zamanay main etni khushiyan 
K gam tere pass ane ko tarsay