Monday, October 21, 2013

Ghazal

Kam ho koi bhi etni jaldi nahi karty
Hur bat pay meri jan zid nahi karty

Mana k duniya waly tumhein bhi aziz hain 
Par itbar kesi par had se zayda nahi karty

Baat karna to qabo rakhna apne lihjay par
Zaban se giray zakhm bhara nahi karty