Showing posts with label dukhi sheri. Show all posts
Showing posts with label dukhi sheri. Show all posts

Tuesday, February 25, 2014

Ghazal

Hum ko etna satany ka kiya faida
dil py zakham lagany ka kiya faida

jab k milna hmara muqadar nahi 
to phr khuwabo main any ka kiya faida

jeety ji phool hum ko muyassar na the 
ab kafan par charany ka kiya faida 

zindagi main agr hum ko mil na sako 
phr janaze py ane ka kiya faida