Showing posts with label dukhi ghazal. Show all posts
Showing posts with label dukhi ghazal. Show all posts

Wednesday, March 04, 2015

Kia Sunaao Apni Wafa Ki Kahani

Kia sunao apni wafa ki kahani tum ko 
Samundar ke rakhwalay thay aur sar umer piasay rahay 

Tuesday, February 25, 2014

Ghazal

Hum ko etna satany ka kiya faida
dil py zakham lagany ka kiya faida

jab k milna hmara muqadar nahi 
to phr khuwabo main any ka kiya faida

jeety ji phool hum ko muyassar na the 
ab kafan par charany ka kiya faida 

zindagi main agr hum ko mil na sako 
phr janaze py ane ka kiya faida 

Saturday, June 29, 2013

Kisi Ko Neend Ati Hai Lakin..

Kisi Ko Neend Ati Hai Lakin Khuwabo Se Nafrat Hai 
Kisi Ko Khuwab Piyare Hain Lakin Wo So Nahi Sakte 

Friday, June 21, 2013

Mat Ana Meri Qabar Par

Mat Ana Meri Qabar Par Hum Rahey Raqeebaan
Muslim Murdo Ko Jalaya Nahi Karte 

Wo Baat Baat Pay Mujh Ko Azmati Rahi

Wo Baat Baat pay Mujh Ko Azmati Rahi
Misley Shama Ki Mand Mujh Ko Jalati Rahi

Ungli Pakr Ker Akser Raato Main 
Chalte Chalte Yunhi Mujh Ko Girati Rahi 

Ouz K Charte Souraj Ki Tara 
Wo Dost B Naye Naye Badlti Rahi 

Dost B Kaha Mujh Ko Magar 
Lakin Dushmano Ki Tara Tarpati Rahi 

Ye B Bhala Kiya Dosti Hoi
Main Rota Raha Wo Muskurati Rahi :(