Showing posts with label dosti poetry. Show all posts
Showing posts with label dosti poetry. Show all posts

Monday, October 21, 2013

Lafz Tum Do Gheet Hum Banynge

Lafz tum do gheet hum banaynge
Manzil tum chono rashta hum banaynge

Khush tum raho khushiyan hum dilayinge
bas tum dost raho dosti hum nibhanyge

Thursday, July 11, 2013

Tum Dost Hu Mery Sada K Liye

 Tum Dost Hu Mery Sada K Liye
 Main Zinda Hun Teri Wafa K Liye

 Ker Lena Lakhon Shikway Hum Say Magar
 Kabhi Khafa Na Hona Khuda K Liye

Kabhi Andhera Tu Kabhi Shaam Hu Geye
 Meri Har Khushi Teray Naam Hu Geye

Kuch Maang Ker Tu Dekh Hum Say
Hunton Pay Hansi Aur Hatheli Per Jaan Hu ge

 .
Sochty Thay K Pani Say Juda Hu K
 Ye Machliyaan kuye Tarapti Hain

 Nahi Maloom Tha K
 Nazdikyaan Adat Aur Adatain Zindge Ban Jati Hain



Main Ny HaQ-e-Dosti Ada Kiya

Main Ny HaQ-e-Dosti Ada Kiya
Na Kabhi Kisi Se Gila Kiya

Mujhye Ajab Iska Sila Mila
Mujhye Dil Se Uss Ny Bhula Diya 

Dosti Ki Kitab Ka Har Aik VarQ Jala Diya
Wo Jo Arzo Ka Charagh Tha

Usay Nafraton Ny Bujha Diya
Mujhye Zakham Phir Ik Naya Diya

Mujhye Is Dosti Ny Kya Diya
Wo Jo Kehty Thy Tum Khush Raho

Wo Jo Kehty Thy Meri Dost Ho Tum
Wo jo Kehty Thy Tum Hansa Karo

Mujhye Aaj uss Nay Rula Diya 
Mera Nishan Tak Mita Diya