Chalo aao mohabbat ki nae bunyaad rakhty hain
Khud paaband rehty hain usay aazad rakhry hain
Humary khoon mei rab ne yehi taseer rakhi hy
Buraai bhool jaty hain achai yaad rakhty hain
Mohabbat mei kahin humse gustakhi na ho jaye
Hum apna har qadam us k qadam k baad rakhty hain