Friday, October 12, 2012

School Ka Zamana

Ata hy mujh ko yzaad wo school ka zamana 
Wo harami pan ki batain 
Wo bachiyan phasana
Wo hasna hasana
Wo canteen k lala ko chutiya banana 
Weacherz ki hatana
Wo punishment milna 
Wo tully mar k murghiyan churana 
Wo exams ki ratto main suttey lagana 
Wo tention ko film dekh k urrana or pharrey bana k undrwere main 
chupana na
Ab wo din hy na wo ratain na bachiyan na mulaqatain 
Agr kch hy tu bs

Yadain hi yadain