Saturday, December 01, 2012

Maine Woh Khoya

Thukra ke usne mujhko 
Kaha ki muskuraao 

Maine hans diya 
Aakhir sawal uski khushi ka tha 

Maine khoya wo jo mera tha hi nahi 
Usne khoya wo jo sirf usi ka tha