Showing posts with label Gham Shayari. Show all posts
Showing posts with label Gham Shayari. Show all posts

Sunday, October 21, 2012

Phelao Hawa Hai Mere Adrak Se Paida

Phelao hawa hai mere adrak se paida,
Wasat maire andar hai sumandar me nahin hai 

Tumhare Bad Na Takmeel Ho Saki Apni

Tumhare bad na takmeel ho saki apni,
Tumhare bad adhore tamam khawab lage.

Tum To Gham De K Bhol Jate Ho

Tum to gham de k bhol jate ho
Muj ko ehsas ka pass rahta hai 

Saturday, October 20, 2012

Teri Zulfon Ki Siahi Se Na Jane Kaise

Teri zulfon ki siahi se na jane kaise,
Gham ki zulmat meri raton me chali ai hai .

Khud-kushi aaj na kar,

Khud kushi aaj na kar, mumkin hai 
Kal ka din aaj se behter aaye...

Janta Hon Aik Aise Shakhs Ko Me Bhi Munir

Janta hon aik shakhs ko me bhi munir
Gham se pathar ho gea lakin kabhi roya nahin 

Chehkate Bolte Shehron Ko Kia Hoa Nasir

Chehkate bolte shehron ko kia hoa nasir 
Ke din ko bhi mere ghar me wohi odasi hai 

Chand Tare Toot Kar Daman Me Mere A Gira

Chand tare toot kar daman me mere a gira
Mene pocha tha sitaron se tere gham ka mukam .

Hal e Dil Ehwal E Dil Tamana Arz e Shoq

Hal e dil ehwal e dil shar e tamana arze shoq
Be khodi me keh gae afsana dar afsana hum.

Khob Takseem e Aesh o Gham Ye Rahi,

Khob takseem e aesh o gham ye rahi,
Gham humein ko naseeb hote hain 

Zra Si Dair Thehrane De Ae Gham E Dunia

Zra si dair thehrane de ge gham e dunia 
Bula raha koi baam se utar k muje.

Zaiqa Kho De Gi Har Ik She Tumhare Waste

Zaiqa kho de gi har she tumhare waste,
Tajarbon se tum samandar ki tarah bhar jao ge.

Rehbar Dil Ki Na Pall Bhar Ko Sunsan Hoi

Rehbar dil ki na pall bhar ko bhi sunsan hoi,
Qafle gham k guzarte hain aksar kia kia 

Zamane Bhar K Gham Ya Ik Tera Gham

Zamane bhar k gham ya ik tera gham,
Ye gham ho ga to kitne gham na hon ge.

Shaid Ye Us Gham Me Salagne Ka Hai Asar

Shaid ye us k gham me solagne ka hai asar,
Itna gadaz to meri tehreer me na tha 

Shaid Khoshi Ka Dard Aa Jae Ae Nadeem

Shaid khoshi ka dard bhi aa jae ae nadeem
Gham bhi to mil gea hai tamana kie beghair.

Shekasti Dil Ki Kashti Ho K Ho Tofan Hawadas Ka

Shekasti dil ki kashti k ho tofan hawadas ka,
Humein har hall me gham ka ye darya paar karna hai 

Sadian Hain Guzari Hi Chali Jati Hain Nazish

Sadian hai guzari hi chali jati hain nazish ,
Lamhe hain k ik umer se chup chap khare hain 

Friday, October 19, 2012

Sadian Hain Guzari Hi CHali Jati Hain Nazish

Sadian hain guzari hi chali jati hain nazish,
Lamhe hain k ik umer se chup chap khare hain

Subah Ki Dewar K Sar Me Thak K So Gae

Subhah ki dewar k sae me thak k so gae
Chand jin k sheher me shab bhar lie phirta raha