Showing posts with label Gham Shayari. Show all posts
Showing posts with label Gham Shayari. Show all posts

Friday, October 19, 2012

Sirf Zinda Rehne Ko Zindagi Nahin Kehte

Sirf zinda rehne ko zindagi nahin kehte,
Kuch gham e muhabbat ho kuch gham e jahan ho.

Sehan e Dil Me Ghamon K Peer Laga

Sehan e dil me ghamon k peer laga,
Ye sabhi mosamon me phalte hain

Sadae Saaz Nahin Hum Nawae Gham Hi Sahi

Sadae saaz nahin hum nawae gham hi sahi,
Humen sonu k humen ehtabar e naghma hain,

Zabat Ka Khogar Hai Dil Un Ki Towaja Kam Sahi

Zabat ka khogar hai dil ki towaja kam sahi,
Zindagi me gham hain lakhon eik ye bhi gham sahi 

Talab Karta Hon Khod Se Apna Chehra

Talab karta hon khod se apna chehra,
Main apne dar ka sael ho gea hon

Tofan e Gham Ko Teh Me Chopa Kar Khamosh Hain

Tofan e gham ko teh me chopa kar khamosh hain,
Kuch dil samandaron se bhi gehre hon jis tarah

Tabiyat Rafta Rafta Gham Ki Khogar Hoti Jati Hai

Tabiyat rafta rafta gham ki khogar hoti jati hai,
Jafa kam kar jafa abb roh par war hoti jati hai .

Zaraf Ho To Gham Bhi Ik Nehmat Hai Ik Soghat Hai

Zaraf ho to gham bhi ik nehmat hai ik soghat hai,
Jo sakon rone me hai muskarane me nahin

Zaheer Ik Rishta O Washat Lie Phirta Hai Majno Ko

Zaheer ik rishta o washat lie phirta hai majno ko,
Wagar na koi apne app sehra main nahin rehta.

Zalim Meri Odasi Rukh Par Na Muskara

Zalim meri odasi rukh par na muskara,
Tujh ko bhi us muqam par ana hai aik din 

Ajeeb Taraz K Shidat Pasand The Hum Bhi

Ajeeb taraz k shidat pasand the hum bhi,
Khoshi khoshi kai gham bhi pal rakhe the.

Gham e Hayat Preshan Na Kar Sake Ga Muje

Gham e hayat preshan na kar sake ga muje,
K Aa gea hai hunar muj ko muskurane ka 

Gham-e-Dunia Ki Azmar Aut Bhi Bharti

Gham e dunia ki azmar aut bhi bharti,
Tera gham bhi agar us me samote

Thursday, October 18, 2012

Ghamgasari Bhi Kisi Ghan Ka Madawa To Nahin

Ghomgasari bhi kisi ghan ka madawa to nahin
Bojh jis ka ho use ap uthana ho ga 

Gham To Sone Nahin Daita Magar Waqt Ka Bhi

Gham to sone nahin daita magar waqt ka bhi,
Thapkian de k solane k hunar ate hain 

Ghamon Ki Bher Me Umeed Ka Wo Alam Hai

Ghamon ki bher me umeed ka wo alam hai,
K Jaise eik sakhi ho kai gadaon me.

Gham Lagte Rehte Hain har Aan Khoshi K Peche

Gham lagte rehte hain aan khoshi k peche 
Doshmani dhop ki hai saea diwar k sath 

Gham Bhi Qabool Hai Lakin Baqadar e Shoq

Gham bhi muje qabool hai lakin baqadar e shoq,
Dil ka naseeb dard sahi pe be pe to hai 

Gham K Samandarn Me Basar Ki Hai Zindagi

Gham k samandarn me basar ki hai zindagi 
Daya meri nighah me nahin raha.

Fasale Aise K Ik Umer Me Teh Ho Na Sakain

Fasale aise k ik umer me teh ho na sakain,
Qurbatain aisi k khod muj me janam hai us ka