Showing posts with label Dhoka Shayari. Show all posts
Showing posts with label Dhoka Shayari. Show all posts

Sunday, September 09, 2012

Mein Dil Pe Jabar

Mein dil pe jabar karunga ,Tujhe bhula dunga
Marunga khud bhi tujhe bhi kari saza dounga

Ek Lamha Bhi Aaram Nahi

Ab hume eik lamha bhi aaram nahi teri yaadon se
Jaane kab tak jiyenge tere es kahar ke sath

Mohabbat Ka Bharam Hota

Mohabbat ka bharam hota,to phir kuch soch kar jaty,
Wagarna zindagi ban k mery hamdam guzar jaty,

Thaky hary parindon ko jo dekha to khayal aaya,
Koi jo muntazir hota tu hum bhi apny ghar jaty,

Main kha kar dard ki thokar abhi tak hosla mand hon,
Ye thokar jo tumhain lagti,tu tum khud bhi bikhar jaty,

Is tanhai ka hum pe bara ahsan hai Zahid
Na saiti sath ye apna tu jany hum kidhar jaty

Tum Ko Kiya Khabar Janaa

Tum ko kiya khabar janaa,hum udaas logon par
Shaa ke sabhi manzar ungliyaan uthaate hai

Lehron Se Khailna To Sagar Ka Shoq Hai

Lehron se khailna to sagar ka shoq hai
Lagti hai chott kaise,kinaroon se poochiye

Mery Mehboob Ne Wada Kia Hai

Mery Mehboob Ne Wada Kia Hai Panchve'n Din Ka,
Kisi Se Sun Kiya Hoga Ye Duniya Chaar Din Ki Hai

Bhool Jaana Tou Sub Ko Aata Hai

Bhool Jaana Tou Sub Ko Aata Hai,
Kuch Tou Dunya Se Munfarid Kartay

Umeedon Ke Saharey Jee Kar Khud Ko Dhoka Deta Hoon

Umeedon ke saharey jee kar khud ko dhoka deta hoon,
Teri yaad mein jal kar rooh ko aziyat deta hoon,

Parwaah nahin karta koi kya samajhta hai mujhe,
Koi maange nafrat bhi,tou mohabbat lazawaal deta hon,

Har baar ishaarey deti hai wo judai ke,
Har baar mein muskuraa ke taal deta hoon,

Aa chal thaam le ab tu mera hath
Tere naam ko mein apna naam deta houn,

Torra nahi eik muddat se ab kisi ka dil bhi,
Koi maange sath to dil mein jagha deta hoon,

Daur-e-wasl mein yeh naubat aa gayi hai husnain,
Apne hathon ko tere hathon se mila deta hoon

Tarteeb-e-Sitam Ka Bhi Saleeqa Tha Usay

Tarteeb-e-sitam ka bhi saleeqa tha usay,
Pehle pagal kiya aur phir mujhe pathar maarey

Hoslay Hi Jawab Dainay Lagay

Hoslay hi jawab dainay lagay,
Is qadar us nay aazmaya mujhe

Tumhare Dil Mein Thora Sa Khuloos

Ab bhi baaki hai tumhare dil mein thora sa khulos,
Is se pehle bhi humain yehi dhoka hua

Us Shakhs Se Mil Kar Ehsaas Hua Hai

Us Shakhs se mil kar mujhe ehsaas hua hai,
Jo pairra bara hota hain saya nahin karte

Yaaron Ki Tabiyat Se Shanasaa Hoon

Apne yaaron ki tabiyat se shanasaa hoon Zahid
Ab taluq pe mujhe waar diya jaye ga

Hath Mein Pathar Thamaa Diye

Pehle taraasha kaanch se us ne mera wajood,
Phir sheher bhar ke hath mein pathar thamaa diye

Wo Shakhs To Mujh Ko Mera Bhi Hony Nahi Deta

Dekhay ga kisi aur ke hamrah wo mujhy kya
Wo shakhs to mujh ko mera bhi hony nahi deta

Yoon Tujh Pe Bharosa Kiya Tha

Kabhi dekha hai andhe ko kisi ka hath pakr kar chalte,
Main ne mohabbat main yoon tujh pe bharosa kiya tha

Heraan Hoon Kay Muddat-e-Qaleel Main

Heraan hoon kay muddat-e-qaleel main mohsin,
Wo shakhas meri souch say zayada badal gaya

Pehle Dikha Raha Tha Mujhe Manzilon Ka Khawab

Pehle dikha raha tha mujhe manzilon ka khawab,
Phir mere saamne woh rasta chala gaya

Wednesday, August 08, 2012

Akela Houn Magar Abad Kar Lita Houn Weraney

Akela houn magar abad kar lita houn weraney
Bohat roye gi merey bad meri sham-e-tanhai


Wednesday, June 06, 2012

Zindagi bhar mein rahe door jo ghairon ki tarah

Zindagi bhar mein rahe door jo ghairon ki tara,
lassh par aaj wohi ashhk bahaney aaye,

Aese aalam mein bhi wo rooth ke jate hain shameem,
Dam-e-aakhir ko jo aaye to rulaney aaye