Showing posts with label December shayari. Show all posts
Showing posts with label December shayari. Show all posts

Sunday, November 22, 2015

Meri Chahat

Meri chahat ko apna to bna le magr sun le 
Jo mera ho nahin paya wo tera ho nahin sakta 

Sunday, September 09, 2012

Ye Shaam Ye Sard Hawa Or Ye Hijar Ka Aalam

Ye shaam ye sard hawa or ye hijr ka aalam,
Gumaan hota hai is baat december maar daalega

Ab To Barishon Mein Bhi Us Ko Meri Yaad Nahin Ati

Ab to barishon mein bhi us ko meri yad nahin ati
Woh jo badal ke garajney se lipat jata tha mujhse

Wednesday, May 30, 2012

Ye shaam ye sard hawa or ye hijr ka aalam

Ye shaam ye sard hawa or ye hijr ka aalam,
Gumaan hota hai is baar december maar daalega....

Ab to barishon mein bhi us ko meri yaad mahin ati

Ab to barishon mein bhai us ko meri yaad nahin aati
Woh jo badal ke garajney se lipat jata tha mujhse...!

Teri yaad,n december ki shabo,n jaisi

Teri yaade,n december ki shabo,n jaisi,
Jo aati hain to janaa bhool jaati hain...!

Khizaa k zard patton ka wo manzar

khizaa k zard patton ka wo manzar yaad karta hai
Usay kehna Usay december bohat yaad karta hai

Teri Yaad our barf-bari ka mosam

Teri yaad our barf baari ka mosam sulagta raha dil k andar akelay,
Socha tha g lon ga tuj se bichar kar, Guzarta nahi eik december akelay,

December main kaha tha na

December main kaha tha na k wapis laut aao ge,
Abhi Tak tum nahi lautay december laut Aaya hai....!!

Tum ko kaise lagti hai, chandni december ki !

Raat uss ne poocha tha,
Tum ko kaisi lagti hai

chandni december ki!
 main ne kehna chaha tha

Saal-o-Maah ke baarey mein
Guftagu ke kya maani

Chahey koi manzir ho
Dasth ho , sumndar ho

June ho , december ho
Dharkanoon,n ka har naghma

Manzaroo,n pe bhaari hai
Saath jab Tumhara ho

Dil ko ik sahara ho
Aisa lagta hai, jaise

ik nasha sa taari hai
Lakin uss ki Qurbat mein

Kuch Nahi kaha main ne
Takti reh gayi mujh ko

Boht barasta tha na ye december bhi

Boht barasta tha na ye december bhi
Lagta hai ab isey bhi pyar ho gaya.....!

Aye december koch to hosh kar

Aye december kuch to hosh kar, yeh tujhe kya hua,
Bin barse guzre jana teri adat pehle to na thi

Zara si dair december ki dhop me daithen

Zara su dair december ki dhop me daithen
Ye fursaten hamen shaid na agale saal silmain.!

Eik baar to milne chaly aao December jany wala hy

Ek baar to milne chaly aao december jany wala hy 
kesa guzra hy ye saal batao december jany wala hy

khush ho jao k milne ka saal aa raha hy phr
wasi youn na ansy bahao december jany wala hy

shahid ab k baras bhi wo laot kar na aye
Tanhaiyo k abi chor k na jao december jany wala hy 

Ye kia k raat din uski yaad mein doobay rehna
Na ghum ki barish me nahao december jany wala hy

Kia pata phr December aye na aye jan-e-wasi
Meri mano ab tm loat ao december jany wala hy

Chand bhi Tanha, Raat bhi Tanha

Chand bhi Tanha, Raat bhi Tanha, Aur Tanha Meri Zaat Hy 
Phr Toot Ke Wo Yaad Aaya Ajeeb December Ki Ye Raat Hy ..!

Teri khusbho ka Taqub karo masam mosam

Teri khusbo ka karo mosam mosam
tu mery hath mai aye tu hawa ho jaon