Showing posts with label Aarzoo Shayari. Show all posts
Showing posts with label Aarzoo Shayari. Show all posts

Tuesday, July 03, 2012

Khawab Ankhon Me Parone Ki Ijazat Hai Tuje

Khawab ankhon me parone ki ijazat hai tuje
Shab e hijran me bhi sone ki ijazat hai tuje.

Dastaras Me Hai Tera Phol Se Chehra Lakin

Dastaras me hai  tere phol se chehra lakin
Us ko chone se bikhar jane ka dar lagta hai.

Dil Jahan Le Jae Dil K Hath Jana Chaheye

Dil jahan le jae dil k hath jana chaheye,
Iss se bhar kar our koi rehnuma hota nahin

Dil Hai To Dharkane Ka Bahana Koi Dhonde

Dil Hai to Dharkane ka bahana koi dhondhe,
Pathar ki tarah be his o be jan se kion hai,

Dobana Chahon Ga To Khoskhi Me Ho Jaon Ga Ghark

Dobana chahon ga to khoskhi me ho jaon ga ghark,
Main na pochon ga kabhi darya me pani kion nahin

Dobane Tak Me Na Umeed Nahin

Dobane tak me na umeed nahin,
Kab najane hawa palat jae.

Zare Hain Magar Kam Nahin Pao Ge Kisi Se

Zara han magar kam nahin pao ge kisi se,
Phir janch k daikho humen phir tool k daikho.

Zehan Chalni Jo Kia Hai To Ye Majbori Hai

Zehan chalni jo kia hai to ye majbori hai,
Jitne kante hain wo talaon me paraon kaise.

Rehte hain kuch malol se chehre paros me

Rehte hain kuch malol se chehre parson me,
Itna na taiz kijiye dhollak ki thap ko..........!

Resham Zolfom Melam Ankhon Wale Ache Lagte Hain

Resham zolfon nelam ankhon wale ache lagte hain,
Me shaer hun muj ko ojale chehre ache lagte hain.

Shareek e Juram Na Hote To Makhbari Karte

Shareek e Juram  na hota to makhbari karte,
Humen Khabar hai lateron k har thakane ki.

Saba Ne Phr Dar e Zandan Pe Aa k Dastak Di

Saba ne phr dar e zandan pe aa k dastak di,
Seher qareeb hai dil se kaho na ghabrae.

Zarorat Parh Na Jae Ehtabar e Zaat Ki Khatar

Zarorat parh na jae ehtabar e zaat ki khatar,
Bacha kar k pass apne  bhi koi mohjaza rakhin

Taraz e Kharam Aisi Koi Sekh Le Sabah

Terez e Kharam aisi koi sekh le sabah,
Shakhon se phol phol se khoshbo juda na ho

Zulmat Ki Wadi Me Ab Jo Mara Mara Phita Hun

Zulmat ki wadi me jo mara mara phirta hon
Kash na ungali pakri hoti mene apne sae ki

Zolmat e Dohar Me Har Simat Ojala Kar Don

Zolmat e dohar me har simat ojalat kar don,
Kash mil jaen muje kochae janan k diye,

Ajab Tali Hai Jo Ik Hath Se Bajati Hai Barson Se

Ajab tali hai jo ik hath se bajati hai barson se,
K me jaon to jaon wo kabi aa kar nahin milta

Umer e daraz mang k lai the char din

Umer e daraz mang k lae the char din,
Do arzo me kat gae do intazar me

Ghancha Hai To Chatake Wo Sitara Hai To Chamake

Ghancha hai to chatake wo sitara hai to chamake,
Be taab hai sene me dharkane k lie dil

Fitarat e arzo k peron me zanherain na dal

Fitarat e arzo k peron me zanjerain na dal,
Piyar kar khushbo se pholon ki tamana na kar