Showing posts with label Aarzoo Shayari. Show all posts
Showing posts with label Aarzoo Shayari. Show all posts

Tuesday, July 03, 2012

Faryad Kar Rahi Ye Tarsi Ho Nighah

Faryad kar rahi ye tarsi ho nighah,
Dikhe hoe kisi ko bohat din guzar gae

Fiza Me Rakhas Hai Sohbha e Husain Parindon Ka

Fiza me rakas hai sohbha e husain parindon ka,
Muje bhi hasrat e parwas hai kisi k sath,

Qadam Qadam Par Humen Sanp Mil Rahe Hain Tarab

Qadam qadam par humen sanp mil rahe hain tarab,
Kahan kahan hai hade asteen khuda jane

Qafas Se Le K Chaman Tak Hai Aik Hi Alam

Qafas se le k chaman tak hai eik hi alam,
Wo habas hai k hawa me bhi ghut k mar jaon,

Kash Aisa Ho K Abb K be Wafai Me Karon

Kash aisa ho k abb k wafai me karon,
To phire karya ba karya ko be ko mere lie

Kuch To Mere Pandar e Muhabbat Ka Bharam Rakh

Kuch to mere pandar e muhabbat ka bharam rakh
To bhi to kabi muj ko manane k lie aa

Garme Nahin To Zehar Hi Lao K Is Tarah

Garme Nahin To Zehar hi lai K is Tarah,.
Shaid koi nijaat ka rasta dikhai de

Muje Ye Dar Hai Teri Arzu Na Mit Jae

Muje ye dar hai teri arzu na mit jai,
Bohat dinon se tabyat meri udas nahin

Mene Chaha Tha Sameton Aik Bikhare Shakhs Ko

Mene chaha tha sameton aik bikhare shaks ko
Kitne tokron me na jane zaat meri bat gai...

Na Ji Bhar K Daikha Na Kuch Baat ki

Na Ji bhar k daikha na koch baat ki,
Bar arzu thi mulawat ki

Ye Kia Aik Toor Se Guzare Tumam umer

Ye Kia Aik toor se guzare tamam umer,
Ji chahta hai ab koi tere siwa bhi ho 

Apni Haseen Ankhon Me Chupa Lo Mujh Ko

Apni Haseen Ankho me chupa lo mujh ko 
Mohabat ager krty ho to chura lo mujh ko
Dil ki hr dharkan me basa lo mujh ko 
Dhoop ho ya sehra ho tere sath chalain gy
Yaqeen na aaye to aawma lo mujh ko 
Tere dukh ko seh lain gy Hans kr
Apny badan ki chadar bna lo mujh ko
Sahil se pehle chor to na do gy 
Abhi aghaaz-e-safar me bta do mujh ko
Zindagi b tere nam kr dain gy
Apny Bazoan mein chupa lo mujh ko 

Kya Likhu Dil Ki Haqeeqat Aarzoo Behosh Hai

Kya likhu dil ki haqeeqat aarzoo behosh hai...
Khat pe aanso beh rahey hai our kalam khamosh hai..

Ashaq Bhar Ay Hy Kiun Ehsaan En Ko Dekh Ly

Ashaq bhar ay hy kiun ehsaan en ko dekh ly
Ye zuban ke farz ankho sy ada kiun ho gy

Esi Ayeny Sy Mily G Meri Ghawahiyan

Esi Ayeny  sy mily g meri gawahiyan
Tumhe aks mera jis ayen may na mila

Aj Phr Sham Judai Sa Hy Manzar Samny

Aj phr sham judai sa hy manzar samny
Aj phir os sy kaho ay, masehay kary

Es Ke Bagher Aj Bohat Ji Udas Hy

Es Ke Bagher Aj Bohat Ji Udas Hy
Jalib Chalo Kahe Sy Osy Dhoond Lay Hum

Esi Ujradi Hy Meri Rooh Ki Galyan Ab Ke

Esi ujradi hy meri rooh ki galiyaan ab ke
Regzarey teri amad ke nishan dhondti hay

Astay-n Muje Pay Utarti Hy Un Ankho Sy Rasheed

Astay-n muje pay utarti hy un ankho sy rasheed
May peghamber bhi ny our khuda wo bhi ny 

Os Ki Khahish Hy Ke Angan May Utary Soraj

Os ki khahish hy ke angan may utary soraj
Bhol betha hay ke khud mom ka ghar rakhta hay