Saadgi mein bhi, kamaal lagte ho
Tum mera kitna, khayaal rakhte ho,
Laboon par aik hi, sawaal hai zaahir
Kaho na hum se, kitna pyaar karte ho
Tumhaare bin zindagi to, zindaagi hi nahi
Dil mein jagah itni, khaas rakhte ho
Lagta nahi ye dil, ab tum bin
Jaana qayamat si, misaal rakhte ho...