Mehfily may kasha, kocha-e dilbara
Har jaga ho lieye ab chaly kaha
Maslihat chati hy ke manzil mily
Or dil dhondta hy koi karwa,n
Chandi bhi meri tarah herat may hy
Chup gia koi awaz dy kar kaha
Jani pehchani hy har ada, har nazar
Ha,n magar ye ny yad ke dekha kaha
Raat youn gham ny phir dil may awaz di
Jesy sehrah ki masjid may shab ki aza,n
Gird urd urd ke moun apna dekha kary
Rakhi hy rah may aeyno ki duka,n
Kuch tu may bhi dil ka kamzor ho
Kuch mohabbat bhi hy hy fitratan badguma
Tazkira koi ho zikar tera raha
Awal-o-akharsh, darmiyan darmiyan
Jany kis des sy dil may a jaty hay
Chandni raat may dard ke karwa,n
Darmiya,n may na laeyn khuda ko hum bhi
Bas wahi wo sy jis ki hy dasta,n
Badar shab idhar ka na rukh kejiye
Wali, lahore may shehar jadogara,n