Chand ka tukra na suraj ka numainda hoon,
Main ne os baat pay naza-n hon na saharminda hoon
Dafa hon jai ga jo saikrdon man matti main
Gulbann main bhi usi shehar ka badshah hoon,
Zindagi to m ujhe pehchan na pai leikin
Log kehty hain ke main tera numainda hoon,
Tan pay kapry hain qadamat ki ilamat or main
Sir barhana yahan aa jany pay sharminda hoonb,...