Friday, September 14, 2012

Ek Ehsaas Bilkul Teri Aada Ka Tha

Ek ehsaas bilkul teri ada ka tha
Bahir nikal kar dekha to jhonka hawa ka tha
Zindagi ki har mushkil se main takra gaya
Sahara mujhe faqt teri dua ka tha