Thursday, August 30, 2012

Zamaana Badlaa

Badley aap aap ka iraada zamaana badlaa ye na hota
Ager badalti akeli qismat hamari galati kisi ki nahin

Aap ke naksh-e-qadam par chaley,ye hamaare ikhtiyaar me tha
Aap ne gehri chaal chaali, Galati kisi ki nahin

Teri yaadon me eik deeyaa jalaa ke main jo ayaa tha
Ghar mera usne jalaa dalaa galati kisi nahin

Der ham hi ne ki barish-e-dua mangney uske pass
Bacha tha keher usne barsaaya galati kisi ki nahin

Tapka qismat ka ghadaa satish,shikaayat nahin e malik
Mitti hi thi kachi hamari galati kisi ki nahin