Thursday, August 23, 2012

Us Ka Har Sawal

Main chahta hi na tha use lajawab karna
Warna jawab mere pass us k har sawal ka tha

Uski jeet se hoti thi khushi mujhko
Yehi jawaz mere pas apni haar kar tha