Tum bin kya hai jeena kya hai jeena
Tum bin kya hai jeena
Tum bin jiya jaye kaise kaise jiya jaye tum bin
Sadiyon se lambi hain ratein
Sadiyon se lambi huye din
Aa jao lautkar tum ye dil keh raha hai
Aa jao lautkar tum ye dil keh raha hai
pht dhssmrin tanhaii jagi
Phr yaad tum aa rehe ho
phr ja niklne lagi hai
Phr mujhko tadpa rahe ho
Phr mujhko tadpa rahe ho
Is dil main yadon ke mele hai
Tum bin bohat hum akele hain
Aaj jao lautkar tum ye dil keh raha hai
Aa jao lautkar tum ye dil keh raha hai
Kya kya na socha tha maine
Kya kya na sapne sajaye
kya kya na chaha tha dil ne
kya kya na arama jagaye
Kya kya na arma jagaye
is dil se tufaa Gujarte hain
Tum bin na jeete na marte hai
Aa jao lautkar tum ye dil keh raha hai
Aa jao lautkar tum ye dil keh raha hai
Aa jao lautkar tum ye dil keh raha hai