Wednesday, August 29, 2012

Koyee Beygaanah Naheen hai

Koyee beygaanah naheen hai yahaan,wahaan yaa kaheen
Mein to insaane khaandaan ka hoon ik waarish
Koyee shikwaa naheen hai,mein bhi chook jaata hoon
Galt kartey naa,to insaan naheen,khudaa hotey