Thursday, August 30, 2012

Firdous Ki Hooreyn

Sachchaayi hai ,noor-e-hoor ab bhi hai yahaan
Ik nazar-e-inaayat idhar kareyngey mehrabaan
Firdous ki hooreyn to hain hazaar saal keen
Hoor-e-zameen bees hai un sey sahee hai .haan