Aap kee zeest hai,Duniya hai,aur ham sab hain
Itney maayous na houn,woh bhi hai
Aap beyaaz na houn,is tarah zamaaney sey
Takhliyah hain to ,takhliyah hi eik woh bhi hai
Zarrah zarrah hai aap kaa,ki,aap hain us key
Jis key honey sey ,akeilaa naheen yahaan koyee