Sunday, June 17, 2012

Chaand kay saath kayi dard puranay niklay

Chaand kay saath kayi dard puranay nikaly
kitnay gham thay jo teray gham kay bahany niklay

Fasal-e-gul ayi,phir eik baar Aseeraan-e-wafa
Apnay hi hoon ma nahany niklay

Hijar ki chout Ajab sang-e-shikam hoti hai
Dil kay bafaiz zameenon se hazanay niklay

Dil na ek Eent se tameer kia taajmahal
Tou na eik baat kahi laakh fasanay niklay

Dasht-e-tanhai hijraan ma khara soochta hun
Hai kia log meray lia nibhaanay niklay

Main na amjad usay bay wasta dekha hi nahi
Wo to khushboo bhi ahat kay bahany nikaly